Haay raam kaise bedardee se paalaa paraa

हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा
Work
Year
Language

हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा पाला पड़ा
हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा
बिनती ही बिनती में बीत गई आज शाम -2
हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा पाला पड़ा
हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा

ज़ालिम ने जीवन के सपनों को चूर किया -2

हमको हमारी ही नज़रों से दूर किया
आँखों ही आँखों में दिल को मजबूर किया -2
बातों में बातों में रोक दिये सारे काम

हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा पाला पड़ा
हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा

भेदी कोई मन की नगरी को लूट गया -2

दामन मेरे दिल का हाथों से छूट गया
मुझ पर जो छाया था जादू वो टूट गया -2
मिलते ही आँखें मैं जपने लगी राम नाम

हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा पाला पड़ा
हाय राम कैसे बेदर्दी से पाला पड़ा

hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā pālā paṛā
hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā
bintī hī bintī meṅ bīt gaī āj śhām -2
hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā pālā paṛā
hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā

zālim ne jīvan ke sapnoṅ ko chūr kiyā -2
ā
hamko hamārī hī nazroṅ se dūr kiyā
āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ dil ko majbūr kiyā -2
bātoṅ meṅ bātoṅ meṅ rok diye sāre kām

hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā pālā paṛā
hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā

bhedī koī man kī nagrī ko lūṭ gayā -2
ā
dāman mere dil kā hāthoṅ se chhūṭ gayā
mujh par jo chhāyā thā jādū vo ṭūṭ gayā -2
milte hī āṇkheṅ maiṅ japne lagī rām nām

hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā pālā paṛā
hāy rām kaise bedardī se pālā paṛā