Haay kaahe ko bulaayaa mujhe baalmaa

हाय काहे को बुलाया मुझे बालमा
Work
Year
Language

ल: हाय हाय काहे को बुलाया मुझे बालमा
प्यार के नाम से -2
काहे को बुलाया …
र: राधा ने यही पूछा था एक दिन
रूठ कर शाम से -2

ल: जा तोसे बोलूँ ना घूँघटा खोलूँ ना डोलूँ ना मैं संग तेरे -2
र: रोज़ जो तुम रूठोगी ऐसे गुज़रेंगे दिन मेरे कैसे
जीने नहीं देगा मुझे चार दिन ( प्यार आराम से ) -2
ल: काहे को बुलाया …

र: काली घटाओं में ठंडी हवाओं में आओ कहें हाल दिल का -2
ल: ओ प्यार में दिन तो ढल जाता है रात का जादू चल जाता है
जिया लगता है धड़कने पिया ( आजकल शाम से ) -2
र: राधा ने यही …

ल: तौबा मैं क्‌या करूँ -2
बदनामी से डरूँ मोहे बड़ी लाज आए
र: हमने कोई की है चोरी प्यार किया है हमने गोरी
लोगों से जो हम ऐसे डरने लगे ( तो गए काम से ) -2
ल: काहे को बुलाया …
र: राधा ने यही …

la: hāy hāy kāhe ko bulāyā mujhe bālmā
pyār ke nām se -2
kāhe ko bulāyā …
ra: rādhā ne yahī pūchhā thā ek din
rūṭh kar śhām se -2

la: jā tose bolūṇ nā ghūṇghṭā kholūṇ nā ḍolūṇ nā maiṅ saṅg tere -2
ra: roz jo tum rūṭhogī aise guzreṅge din mere kaise
jīne nahīṅ degā mujhe chār din ( pyār ārām se ) -2
la: kāhe ko bulāyā …

ra: kālī ghaṭāoṅ meṅ ṭhaṅḍī havāoṅ meṅ āo kaheṅ hāl dil kā -2
la: o pyār meṅ din to ḍhal jātā hai rāt kā jādū chal jātā hai
jiyā lagtā hai dhaṛakne piyā ( ājkal śhām se ) -2
ra: rādhā ne yahī …

la: taubā maiṅ k‌yā karūṇ -2
badnāmī se ḍarūṇ mohe baṛī lāj āe
ra: hamne koī kī hai chorī pyār kiyā hai hamne gorī
logoṅ se jo ham aise ḍarne lage ( to gae kām se ) -2
la: kāhe ko bulāyā …
ra: rādhā ne yahī …