Haay haay mirchee .. teree lahar buree teree zahar buree

हाय हाय मिर्ची .. तेरी लहर बुरी तेरी ज़हर बुरी
Work
Year
Language

हाय हाय मिर्ची ऊह ऊह मिर्ची
उफ़ उफ़ मिर्ची फ़ूह फ़ूह मिर्ची
ओ तेरी लहर बुरी तेरी ज़हर बुरी
लड़ गई दिल ते हाय हाय मिर्ची
हाय हाय मिर्ची …

होय होय
बड़ी अल्हड़ तेरी जवानी है होय
ओ तीखी तीखी नादानी है होय होय
होँठों पे मेरे तू खूब लड़ी हाय हाय
तूने रख दिया हाथ मेरे दिल पे हाय
हाय हाय मिर्ची …

हो मेरे बिना नहीं कोई मज़ा होय
मुझे खाकर चाहें मिले सज़ा होय होय
मुझे पाकर इक पल चैन मिले होय
बेचैनी रह जाए दिल में
हाय हाय मिर्ची …

हो जी भर के नाच नचाती है होय
हो किसी शय में जब मिल जाती है
तेरे होँठों के काले तिल का होय
है रंग लगा मेरे दिल पे हाय
हाय हाय मिर्ची …

hāy hāy mirchī ūh ūh mirchī
uf uf mirchī fūh fūh mirchī
o terī lahar burī terī zahar burī
laṛ gaī dil te hāy hāy mirchī
hāy hāy mirchī …

hoy hoy
baṛī alhaṛ terī javānī hai hoy
o tīkhī tīkhī nādānī hai hoy hoy
hoṇṭhoṅ pe mere tū khūb laṛī hāy hāy
tūne rakh diyā hāth mere dil pe hāy
hāy hāy mirchī …

ho mere binā nahīṅ koī mazā hoy
mujhe khākar chāheṅ mile sazā hoy hoy
mujhe pākar ik pal chain mile hoy
bechainī rah jāe dil meṅ
hāy hāy mirchī …

ho jī bhar ke nāch nachātī hai hoy
ho kisī śhay meṅ jab mil jātī hai
tere hoṇṭhoṅ ke kāle til kā hoy
hai raṅg lagā mere dil pe hāy
hāy hāy mirchī …