हाथों में हाथ होंठों पे अफ़साने प्यार के
आ: हाथों में हाथ होंठों पे अफ़साने प्यार के -2
मंज़िल को अपनी चल दिए दीवाने प्यार के -2
र: दिल की राहों में आजा इन निगाहों में आजा
ऐ मेरे दिल की दुनिया मेरी बाँहों में आजा
आ: ऐसी मदहोशी क्या इतनी बेताबी क्या है
सामने जब है मंज़िल फिर तुम्हें ज़ल्दी क्या है
र: रह-रह के छलके जाते हैं पैमाने प्यार के
मंज़िल को अपनी …
दो: हाथों में हाथ …
र: कब से दीवाना था दिल तेरा परवाना था दिल
कर दिया तुझपे सदके तेरा नज़राना था दिल
आ: दिल का अफ़साना कह के प्यार की धुन में रह के
मैं भी हूँ खोई-खोई तुम भी हो बहके-बहके
दो: मस्ती में डूबे जाते हैं मस्ताने प्यार के
मंज़िल को अपनी …
हाथों में हाथ …
ā: hāthoṅ meṅ hāth hoṅṭhoṅ pe afsāne pyār ke -2
maṅzil ko apnī chal die dīvāne pyār ke -2
ra: dil kī rāhoṅ meṅ ājā in nigāhoṅ meṅ ājā
ai mere dil kī duniyā merī bāṇhoṅ meṅ ājā
ā: aisī madhośhī kyā itnī betābī kyā hai
sāmne jab hai maṅzil phir tumheṅ zaldī kyā hai
ra: rah-rah ke chhalke jāte haiṅ paimāne pyār ke
maṅzil ko apnī …
do: hāthoṅ meṅ hāth …
ra: kab se dīvānā thā dil terā parvānā thā dil
kar diyā tujhpe sadke terā nazrānā thā dil
ā: dil kā afsānā kah ke pyār kī dhun meṅ rah ke
maiṅ bhī hūṇ khoī-khoī tum bhī ho bahke-bahke
do: mastī meṅ ḍūbe jāte haiṅ mastāne pyār ke
maṅzil ko apnī …
hāthoṅ meṅ hāth …