ham yār haiṅ tumhāre dildār haiṅ tumhāre ham se milā karo
koī śhikvā agar ho aur śhikāyat agar ho ham se gilā karo
jāṅ maine bhī pyār kiyā hai
hāṇ maine bhī pyār kiyā hai
ham pyār haiṅ tumhāre dildār haiṅ tumhāre ham se milā karo
o ham se milā karo
koī śhikvā agar ho aur śhikāyat agar ho ham se gilā karo
o ham se gilā karo
jāṅ maine bhī pyār kiyā hai
hāṇ maine bhī pyār kiyā hai
ham yār haiṅ tumhāre …
zulfoṅ ko girā ke palkoṅ ko jhukānā
sīkhā hai kahāṇ se ye jādū chalānā
ātā hai tumheṅ to yūṇ bāteṅ banānā
jāo jī haṭo bhī chhoṛo yūṇ satānā
chhā rahī hai khumārī baṛh rahī hai bekrārī yūṇ na hṇsā karo
o koī śhikvā agar ho …
ho ho ho o ho ho ho
dīvānoṅ ke jaise karte ho śharārat
ham ko to patā hai tere dil kī haqīkat
samjho na zarā tum mausam kā iśhārā
aise to akele na hogā guzārā
aise āheṅ bharo nā mastiyāṇ yūṇ karo nā zid na kiyā karo
koī śhikvā agar ho …
ā ā aṅ ū ū ū
ham pyār haiṅ tumhāre dildār haiṅ tumhāre ham se milā karo
koī śhikvā agar ho aur śhikāyat agar ho ham se gilā karo
par tum milā karo
jāṅ maine bhī pyār kiyā hai
hāṇ maine bhī pyār kiyā hai
ham yār haiṅ tumhāre …
hūṅ hūṅ
there is a friend for little children
above the bright blue skies
a friend who never changes
whose love never dies
unlike our friends by nature
who change with changing years
this friend is always with us
His name is God alone
kaise maiṅ bhulā dūṇ vo bīte hue pal
har lamhā satāe vo gujrā huā kal
kaise maiṅ batāūṇ ye muśhkil rāz hai
kal āe nā kabhī jo hai vo āj hai
merī jāṅ pās ā ke bol do muskurā ke chup na rahā karo
koī śhikvā agar ho…
ā
phūloṅ kī vādiyāṇ barfīle rāste
haiṅ jān-e-tamannā sab tere vāste
phūloṅ meṅ hai chubhan sardī meṅ agan hai
sāṇsoṅ meṅ rāt din ye kaisī jalan hai
he he he he he he he hā hā hā hā he he he he
sard ṭhaṅḍī havāeṇ kah rahī haiṅ fizāeṇ yūṇ na jalā karo
koī śhikvā agar ho…