हाँ जी कहते रह गए ... लड़का लड़की राज़ी फिर भी
हाँ जी हाँ जी हाँ जी हाँ जी
हाँ जी हाँ जी हाँ जी कहते रह गए हाँ जी हाँ जी
हाँ जी हाँ जी
हाँ मेरी महबूबा का भाई तो है हिटलर पाजी
हाँ जी
पाजी
हाँ जी हाँ जी हाँ जी कहते रह गए हाँ जी हाँ जी
हाँ मेरा महबूब है एक नम्बर का हिटलर पाजी हाँ जी
अरे कोई बतलाए हम कैसे प्यार में मारें बाज़ी
हे लड़का लड़की राज़ी फिर भी टांग अड़ाए काज़ी हाँ जी
ऐ रे धाम ऐ धाम ऐ धाम धड़ाम धाम धाम
ई आ ई ओ ई आहा नम नम
बल बल बल बल रे
आँख लड़ाए कैसे बात बढ़ाए कैसे
लैला पे ये मजनू अपनी जान लुटाए कैसे
अरे यार बता ये कैसे प्यार जताएं कैसे
उस ज़ालिम हिटलर से अपनी जान छुड़ाएं कैसे
अरे सुन लो काका सुन लो चाचा सुन लो लाला जी
हाँ लड़का लड़की राज़ी
चीं पटाक डम डम डमक डम
लड़का लड़की राज़ी फिर भी …
पाँच फ़ुट की छोरी देखो छह फ़ुट के छोरे का दिल ले गई ले गई
अरे दिल तो ले गई लेकिन अपने मुस्टण्डे भाई का tension दे गई दे गई
ई हाँ ई हाँ ई हाँ ई हाँ
सुन मेरे बंधू रे सुन मेरे मितवा सुन मेरे साथी रे
जब जब मैं महबूब को देखूं मेरा तन मन डोले
मन डोले मेरा तन डोले
तो धक धक धक धक धक धक दिल ये बोले
धक दिल ये बोले
उसके दर पे सीटी बजाऊं जब मैं हौले हौले
तो धक धक धक धक धक धक धक धक धक धक दिल ये बोले
अरे धक धक दिल ये बोले
सीटी सुन के जब उसका भाई दरवज्जा खोले
तो धक धक दिल ये बोले
महाभारत
ये वो छोरी की है चतुराई
मैं तो मासूम हूँ मेरे भाई
मुझे याद है कल की पिटाई
मार खा के कसम मैने खाई
इसी घर का बनूंगा जमाई
मेरी लैला से करूंगा सगाई
लैला मेरी ही बनेगी लुगाई
ओय लैला मेरी ही बनेगी लुगाई
दिल अपना और प्रीत पराई
हाँ जी
hāṇ jī hāṇ jī hāṇ jī hāṇ jī
hāṇ jī hāṇ jī hāṇ jī kahte rah gae hāṇ jī hāṇ jī
hāṇ jī hāṇ jī
hāṇ merī mahbūbā kā bhāī to hai hiṭalar pājī
hāṇ jī
pājī
hāṇ jī hāṇ jī hāṇ jī kahte rah gae hāṇ jī hāṇ jī
hāṇ merā mahbūb hai ek nambar kā hiṭalar pājī hāṇ jī
are koī batlāe ham kaise pyār meṅ māreṅ bāzī
he laṛkā laṛkī rāzī phir bhī ṭāṅg aṛāe kāzī hāṇ jī
ai re dhām ai dhām ai dhām dhaṛām dhām dhām
ī ā ī o ī āhā nam nam
bal bal bal bal re
āṇkh laṛāe kaise bāt baṛhāe kaise
lailā pe ye majnū apnī jān luṭāe kaise
are yār batā ye kaise pyār jatāeṅ kaise
us zālim hiṭalar se apnī jān chhuṛāeṅ kaise
are sun lo kākā sun lo chāchā sun lo lālā jī
hāṇ laṛkā laṛkī rāzī
chīṅ paṭāk ḍam ḍam ḍamak ḍam
laṛkā laṛkī rāzī phir bhī …
pāṇch fuṭ kī chhorī dekho chhah fuṭ ke chhore kā dil le gaī le gaī
are dil to le gaī lekin apne musṭaṇḍe bhāī kā tension de gaī de gaī
ī hāṇ ī hāṇ ī hāṇ ī hāṇ
sun mere baṅdhū re sun mere mitvā sun mere sāthī re
jab jab maiṅ mahbūb ko dekhūṅ merā tan man ḍole
man ḍole merā tan ḍole
to dhak dhak dhak dhak dhak dhak dil ye bole
dhak dil ye bole
uske dar pe sīṭī bajāūṅ jab maiṅ haule haule
to dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dil ye bole
are dhak dhak dil ye bole
sīṭī sun ke jab uskā bhāī daravajjā khole
to dhak dhak dil ye bole
mahābhārat
ye vo chhorī kī hai chaturāī
maiṅ to māsūm hūṇ mere bhāī
mujhe yād hai kal kī piṭāī
mār khā ke kasam maine khāī
isī ghar kā banūṅgā jamāī
merī lailā se karūṅgā sagāī
lailā merī hī banegī lugāī
oy lailā merī hī banegī lugāī
dil apnā aur prīt parāī
hāṇ jī