हां दीवाना हूँ मैं - 2
ग़म का मारा हुआ
इक बेगाना हूँ मैं
हां दीवाना हूँ मैं
माँगी खुशियां मगर ग़म मिला प्यार में
दर्द ही भर दिया दिल के हर तार में
आज कोई नहीं मेरा संसार में
छोड़ कर चल दिये मुझको मंझधार में
हाय तीर-ए-नज़र का निशाना हूँ मैं
हां दीवाना हूँ मैं …
मैं किसीका नहीं कोई मेरा नहीं
इस जहाँ में कहीं भी बसेरा नहीं
मेरे दिल का कहीं भी अन्धेरा नहीं
मेरे इस शाम का है सवेरा नहीं
हाय भूला हुआ इक फ़साना हूँ मैं
हां दीवाना हूँ मैं …
hāṅ dīvānā hūṇ maiṅ - 2
ġham kā mārā huā
ik begānā hūṇ maiṅ
hāṅ dīvānā hūṇ maiṅ
māṇgī khuśhiyāṅ magar ġham milā pyār meṅ
dard hī bhar diyā dil ke har tār meṅ
āj koī nahīṅ merā saṅsār meṅ
chhoṛ kar chal diye mujhko maṅjhdhār meṅ
hāy tīr-e-nazar kā niśhānā hūṇ maiṅ
hāṅ dīvānā hūṇ maiṅ …
maiṅ kisīkā nahīṅ koī merā nahīṅ
is jahāṇ meṅ kahīṅ bhī baserā nahīṅ
mere dil kā kahīṅ bhī andherā nahīṅ
mere is śhām kā hai saverā nahīṅ
hāy bhūlā huā ik fasānā hūṇ maiṅ
hāṅ dīvānā hūṇ maiṅ …