हा हा कितने सपने कितने अरमाँ लाया हूँ
हा हा या हू
कितने सपने कितने अरमाँ लाया हूँ मैं
देखो ना -2
ऐ ऐ ऐ मेरा दिल भी इक महफ़िल है तुम भी कभी
आओ ना बैठो ना
तुमसे मिल के यूँ तो महक रहा हूँ
फिर भी मैं अकेला बहक रहा हूँ -2
मेरी अँधेरी हैं तन्हाइयाँ
कोई दिया तुम जला दो ना
हे हे कितने सपने …
हर तरफ़ जहाँ भी पलक थमीं है
प्यार की जहाँ में बहुत कमीं है -2
बेरंग हैं ये मेरे रात-दिन
तुम रंग कोई मिला दो ना
हे हे कितने सपने …
कोई मुझ में देखे तो क्या नहीं है
हाँ वो ग़म में भीगी सदा नहीं है -2
मेरे तरानों में बढ़ जाए जो
तुम कोई धड़कन जगा दो ना
हे हे कितने सपने …
hā hā yā hū
kitne sapne kitne armāṇ lāyā hūṇ maiṅ
dekho nā -2
ai ai ai merā dil bhī ik mahafil hai tum bhī kabhī
āo nā baiṭho nā
tumse mil ke yūṇ to mahak rahā hūṇ
phir bhī maiṅ akelā bahak rahā hūṇ -2
merī aṇdherī haiṅ tanhāiyāṇ
koī diyā tum jalā do nā
he he kitne sapne …
har taraf jahāṇ bhī palak thamīṅ hai
pyār kī jahāṇ meṅ bahut kamīṅ hai -2
beraṅg haiṅ ye mere rāt-din
tum raṅg koī milā do nā
he he kitne sapne …
koī mujh meṅ dekhe to kyā nahīṅ hai
hāṇ vo ġham meṅ bhīgī sadā nahīṅ hai -2
mere tarānoṅ meṅ baṛh jāe jo
tum koī dhaṛkan jagā do nā
he he kitne sapne …