गुटुर गुटुर ... अरे चढ़ गया ऊपर रे ... अटरिया पे लोटन कबूतर रे
गुटुर गुटुर
अरे चढ़ गया ऊपर रे
अटरिया पे लोटन कबूतर रे
पंछी दीवाना पाए जहां दाना आए वहीं मुड़ मुड़ के
अटरिया पे लोटन कबूतर …
बालों में तो पंख डाले हैं गोरिया
इतने कबूतर मारे हैं गोरिया
तूने भी प्यार करके
अटरिया पे लोटन कबूतर …
मैं तो चलूंगी मटक मटक कर
नीयत खराब कर डाले कबूतर
दूंगी हज़ार झटके
अटरिया पे लोटन कबूतर …
अबके मिला तो उड़ने न दूंगी
और कहीं दाना चुनने न दूंगी
रखूंगी दबोच कर के
अटरिया पे लोटन कबूतर …
हाय ज़ुल्मी बिलइया जो धर दबोचे
काहे कबूतर उड़ने की सोचे
मिट जइहे हाय करके
अटरिया पे लोटन कबूतर …
guṭur guṭur
are chaṛh gayā ūpar re
aṭriyā pe loṭan kabūtar re
paṅchhī dīvānā pāe jahāṅ dānā āe vahīṅ muṛ muṛ ke
aṭriyā pe loṭan kabūtar …
bāloṅ meṅ to paṅkh ḍāle haiṅ goriyā
itne kabūtar māre haiṅ goriyā
tūne bhī pyār karke
aṭriyā pe loṭan kabūtar …
maiṅ to chalūṅgī maṭak maṭak kar
nīyat kharāb kar ḍāle kabūtar
dūṅgī hazār jhaṭke
aṭriyā pe loṭan kabūtar …
abke milā to uṛne na dūṅgī
aur kahīṅ dānā chunne na dūṅgī
rakhūṅgī daboch kar ke
aṭriyā pe loṭan kabūtar …
hāy zulmī bilaiyā jo dhar daboche
kāhe kabūtar uṛne kī soche
miṭ jaihe hāy karke
aṭriyā pe loṭan kabūtar …