गुनगुनाता है गीत गाता है ये समां
गुनगुनाता है गीत गाता है ये समां
खिल रहे हैं गुल महक जाता है ये समां
खुश्बुओं में जैसे नहाता है ये समां
हम हैं जो इस पल यहाँ
बादल भी परबत भी नदियाँ भी धारे भी
सारे नज़ारे थे गुमसुम
जागी हवाएँ हैं जागी फ़िज़ाएँ हैं
आए यहाँ हैं जो हम तुम
गुनगुनाता है …
दिल पे जो बोझ थे वो सारे हल्के हुए
ज़िंदगी में नए रंग हैं छलके हुए
ज़ुल्फ़ें हैं खुल गईं
आँचल हैं ढलके हुए
होंठों पे जो सपने सजाता है ये समां
हर नज़र में जादू जगाता है ये समां
नई दास्तान कोई सुनाता है ये समां
हम हैं जो इस पल …
प्यार की रागिनी जबसे हमने सुनी
तबसे है राहों में ठंडी सी इक रोशनी
राह कैसी हसीं हम दोनों ने है चुनी
हमसे मिलके जो मुस्कुराता है ये समां
रूप कितने प्यारे दिखाता है ये समां
हर घड़ी को दिलकश बनाता है ये समां
हम हैं जो इस पल …
gungunātā hai gīt gātā hai ye samāṅ
khil rahe haiṅ gul mahak jātā hai ye samāṅ
khuśhbuoṅ meṅ jaise nahātā hai ye samāṅ
ham haiṅ jo is pal yahāṇ
bādal bhī parbat bhī nadiyāṇ bhī dhāre bhī
sāre nazāre the gumsum
jāgī havāeṇ haiṅ jāgī fizāeṇ haiṅ
āe yahāṇ haiṅ jo ham tum
gungunātā hai …
dil pe jo bojh the vo sāre halke hue
ziṅdgī meṅ nae raṅg haiṅ chhalke hue
zulfeṅ haiṅ khul gaīṅ
āṇchal haiṅ ḍhalke hue
hoṅṭhoṅ pe jo sapne sajātā hai ye samāṅ
har nazar meṅ jādū jagātā hai ye samāṅ
naī dāstān koī sunātā hai ye samāṅ
ham haiṅ jo is pal …
pyār kī rāginī jabse hamne sunī
tabse hai rāhoṅ meṅ ṭhaṅḍī sī ik rośhnī
rāh kaisī hasīṅ ham donoṅ ne hai chunī
hamse milke jo muskurātā hai ye samāṅ
rūp kitne pyāre dikhātā hai ye samāṅ
har ghaṛī ko dilkaśh banātā hai ye samāṅ
ham haiṅ jo is pal …