जब से मैं ज़रा सा बदनाम हो गया
जब से मैं ज़रा सा बदनाम हो गया
राम कसम मेरा बड़ा नाम हो गया
जब तक जीता रहूं यूं ही पीता रहूं
साकी और पिला अरे बोतल मुंह से लगा
लब पे प्यास जगी दिल में आग लगी
एक घूंट में ही खाली जाम हो गया
जब से मैं ज़रा सा …
मेरा हो बड़ा नाम हो गया
मेरा रे बड़ा नाम हो गया
मैं महलों में रहा मैं गलियों में रहा
देखे जेल सभी जीते खेल सभी
पर दिल हार दिया मैने प्यार किया होय होय होय होय
होना था ये मेरा अंजाम हो गया
जब से मैं ज़रा सा …
वो एक शोख गज़ल वो मदमस्त कोयल
वो सावन की घटा वो पर्वत की हवा
उसको देख लिया वादा एक किया
आज से मैं तेरा गुलाम हो गया
जब से मैं ज़रा सा …
बंजारों की तरह आवारों की तरह
आए नींद जहां सोजा यार वहां
कल की किसको खबर कल कुछ भी हो मगर
आज रात का तो इंतज़ाम हो गया
जब से मैं ज़रा सा …
jab se maiṅ zarā sā badnām ho gayā
rām kasam merā baṛā nām ho gayā
jab tak jītā rahūṅ yūṅ hī pītā rahūṅ
sākī aur pilā are botal muṅh se lagā
lab pe pyās jagī dil meṅ āg lagī
ek ghūṅṭ meṅ hī khālī jām ho gayā
jab se maiṅ zarā sā …
merā ho baṛā nām ho gayā
merā re baṛā nām ho gayā
maiṅ mahloṅ meṅ rahā maiṅ galiyoṅ meṅ rahā
dekhe jel sabhī jīte khel sabhī
par dil hār diyā maine pyār kiyā hoy hoy hoy hoy
honā thā ye merā aṅjām ho gayā
jab se maiṅ zarā sā …
vo ek śhokh gazal vo madamast koyal
vo sāvan kī ghaṭā vo parvat kī havā
usko dekh liyā vādā ek kiyā
āj se maiṅ terā gulām ho gayā
jab se maiṅ zarā sā …
baṅjāroṅ kī tarah āvāroṅ kī tarah
āe nīṅd jahāṅ sojā yār vahāṅ
kal kī kisko khabar kal kuchh bhī ho magar
āj rāt kā to iṅtazām ho gayā
jab se maiṅ zarā sā …