गुम है किसी के प्यार में दिल सुबह शाम
गुम है किसी के प्यार में दिल सुबह शाम
पर तुम्हे लिख नहीं पाऊं, मैं उसका नाम, हाय राम
सोचा है एक दिन मैं उससे मिल के
कह डालूँ अपने सब हाल दिल के
और कर दूँ जीवन उसके हवाले
फिर छोड़ दे चाहे अपना बना ले
मैं तो उसका रे, हुआ दीवाना
अब तो जैसा भी, मेरा हो अंजाम
चाहा है तुमने जिस बावरी को
वो भी सजनवा, चाहे तुम ही को
नैना उठाए, तो प्यार समझो
पलकें झूका दे तो, इकरार समझो
रखती है कब से, छूपा छूपा के
अपने होठों में पिया तेरा नाम
gum hai kisī ke pyār meṅ dil subah śhām
par tumhe likh nahīṅ pāūṅ, maiṅ uskā nām, hāy rām
sochā hai ek din maiṅ usse mil ke
kah ḍālūṇ apne sab hāl dil ke
aur kar dūṇ jīvan uske havāle
phir chhoṛ de chāhe apnā banā le
maiṅ to uskā re, huā dīvānā
ab to jaisā bhī, merā ho aṅjām
chāhā hai tumne jis bāvrī ko
vo bhī sajanvā, chāhe tum hī ko
nainā uṭhāe, to pyār samjho
palkeṅ jhūkā de to, ikrār samjho
rakhtī hai kab se, chhūpā chhūpā ke
apne hoṭhoṅ meṅ piyā terā nām