do lafzoṅ kī hai, dil kī kahānī
yā hai mohabbat, yā hai javānī
dil kī bātoṅ kā matalab na pūchho
kuchh aur hamse bas ab na pūchho
jiske liye hai, duniyā dīvānī
yā hai mohabbat, yā hai hai javānī
is ziṅdgī ke, din kitne kam hai
kitne hai khuśhiyāṇ, aur kitne ġham haiṅ
lag jā gale se, rut hai suhānī
yā hai mohabbat, yā hai javānī
ye kaśhtī vālā, kyā gā rahā hai
koī ise bhī, yād ā rahā hai
jiske liye hai, duniyā dīvānī
yā hai mohabbat, yā hai javānī
do lafzoṅ kī hai, dil kī kahānī
yā hai mohabbat, yā hai javānī