गोरी ज़ुल्म करे ज़ुल्फ़ का बिखर जाना
गोरी ज़ुल्म करे ज़ुल्फ़ का बिखर जाना
गोरी ज़ुल्म करे ज़ुल्फ़ का बिखर जाना
ओ बिखर जाना हाय बिखर जाना
बिखर जाना हाय बिखर जाना
ओ गोरी ओ गोरी ज़ुल्म करे ज़ुल्फ़ का बिखर जाना
हर अदा तेरी कमाल
मुखड़ा चाँद की मिसाल
चल्ती मोरनी की चाल
जाने क्यूं ना दिल का हाल
बद्गुमान थोड़ी देर तो ठहर जाना
ओ ठहर जाना हाय ठहर जाना
ठहर जाना हाय ठहर जाना
ओ गोरी ओ गोरी ज़ुल्म करे ज़ुल्फ़ का बिखर जाना
ये दुपत्ता जालिदार
पहने मोतीयों का हार
हल्का हल्का है निखार
आये किस तरह ना प्यार
ये बहार उस्पे ये तेरा संवर जाना
ओ संवर जाना हाय संवर जाना
संवर जाना हाय संवर जाना
ओ गोरी ओ गोरी ज़ुल्म करे ज़ुल्फ़ का बिखर जाना
गोरी ज़ुल्म करे ज़ुल्फ़ का बिखर जाना
gorī zulm kare zulf kā bikhar jānā
gorī zulm kare zulf kā bikhar jānā
o bikhar jānā hāy bikhar jānā
bikhar jānā hāy bikhar jānā
o gorī o gorī zulm kare zulf kā bikhar jānā
har adā terī kamāl
mukhaṛā chāṇd kī misāl
chaltī mornī kī chāl
jāne kyūṅ nā dil kā hāl
badgumān thoṛī der to ṭhahar jānā
o ṭhahar jānā hāy ṭhahar jānā
ṭhahar jānā hāy ṭhahar jānā
o gorī o gorī zulm kare zulf kā bikhar jānā
ye dupattā jālidār
pahne motīyoṅ kā hār
halkā halkā hai nikhār
āye kis tarah nā pyār
ye bahār uspe ye terā saṅvar jānā
o saṅvar jānā hāy saṅvar jānā
saṅvar jānā hāy saṅvar jānā
o gorī o gorī zulm kare zulf kā bikhar jānā
gorī zulm kare zulf kā bikhar jānā