Goree tere chalne pe meraa dil qurbaan

गोरी तेरे चलने पे मेरा दिल क़ुर्बाँ
Work
Year
Language

गोरी तेरे चलने पे मेरा दिल क़ुर्बाँ -2
तेरा चलना तेरा रुकना तेरा मुड़ना तौबा
गोरी तेरे चलने …

पायल बजाना उस पे लहराना लचकना -2
ज़ुल्फ़ें उड़ाना और मेरा दूर से तकना
मुझे डर है लुट ना जाए कहीं मेरा ईमान
मेरा दिल क़ुर्बान …

तेरा दीवाना तेरी आरज़ू करता है तेरा दीवाना
तेरा सौदाई तेरे नाम पे मरता है
ज़रा थम जा ज़रा रुक जा तेरा होगा एहसान
मेरा दिल क़ुर्बान …

gorī tere chalne pe merā dil qurbāṇ -2
terā chalnā terā ruknā terā muṛnā taubā
gorī tere chalne …

pāyal bajānā us pe lahrānā lachaknā -2
zulfeṅ uṛānā aur merā dūr se taknā
mujhe ḍar hai luṭ nā jāe kahīṅ merā īmān
merā dil qurbān …

terā dīvānā terī ārazū kartā hai terā dīvānā
terā saudāī tere nām pe martā hai
zarā tham jā zarā ruk jā terā hogā ehsān
merā dil qurbān …