Goree teraa gaanv baraa pyaaraa

गोरी तेरा गाँव बड़ा प्यारा
Work
Year
Language

गोरी तेरा गाँव बड़ा प्यारा
मैं तो गया मारा
आके यहाँ रे, आके यहाँ रे
उसपर रूप तेरा सादा
चन्द्रमधु आधा
आधा जवाँ रे, आधा जवाँ रे

जी करता है मोर कि पैरों में पायलिया पहना दूँ
कुहू कुहू गाति कोयलिया को, फूलों क गहना दूँ
झर झर झरते हुए झरने, मन को लगे हरने
ऐसा कहाँ रे, ऐसा कहाँ रे
उसपर रूप तेरा सादा …

रंग बिरंगे फूल खिले हैं, लोग भी फूलों जैसे
आ जाये इक बार यहाँ जो, जायेगा फिर कैसे
यहीं घर अपना बनाने को, पंछी करे देखो
तिनके जमा रे, तिनके जमा रे
उसपर रूप तेरा सादा …

परदेसी अन्जान को ऐसे कोई नहीं अपनाता
तुम लोगों से जुड़ गया जैसे जनम जनम का नाता
अपने धुन में मगन डोले, लोग यहाँ बोले
दिल की ज़बाँ रे, दिल की ज़बाँ रे
उसपर रूप तेरा सादा …

gorī terā gāṇv baṛā pyārā
maiṅ to gayā mārā
āke yahāṇ re, āke yahāṇ re
uspar rūp terā sādā
chandramdhu ādhā
ādhā javāṇ re, ādhā javāṇ re

jī kartā hai mor ki pairoṅ meṅ pāyliyā pahnā dūṇ
kuhū kuhū gāti koyliyā ko, phūloṅ ka gahnā dūṇ
jhar jhar jharte hue jharne, man ko lage harne
aisā kahāṇ re, aisā kahāṇ re
uspar rūp terā sādā …

raṅg biraṅge phūl khile haiṅ, log bhī phūloṅ jaise
ā jāye ik bār yahāṇ jo, jāyegā phir kaise
yahīṅ ghar apnā banāne ko, paṅchhī kare dekho
tinke jamā re, tinke jamā re
uspar rūp terā sādā …

pardesī anjān ko aise koī nahīṅ apnātā
tum logoṅ se juṛ gayā jaise janam janam kā nātā
apne dhun meṅ magan ḍole, log yahāṇ bole
dil kī zabāṇ re, dil kī zabāṇ re
uspar rūp terā sādā …