गोरी गोरी ओ गोरी बाँकी छोरी ... बाली उमर मेरी तंग हो गई
को: गोरी गोरी ओ गोरी बाँकी छोरी -2
सु: बाली उमर मेरी तंग हो गई -4
बन-ठन के निकली बजरिया में
ओ बन-ठन के निकली बजरिया में
दीवानों में जंग हो गई ) -2
को: गोरी गोरी ओ गोरी बाँकी छोरी
या हू -2
सु: हर निगाहें करें छेड़खानी
हर कोई चाहे मेरा दिल निशानी
ओ हर निगाहें करें छेड़खानी
हर कोई चाहे मेरा दिल निशानी
दिल मेरा ना जाने लाखों हैं मेरे दीवाने ऐसे दे किसे दूँ बता
पहले थी
पहले थी डोरी अब पतंग हो गई -2
बन-ठन के निकली बजरिया में
हो बन-ठन के निकली बजरिया में
दीवानों में जंग हो गई
को: गोरी गोरी ओ गोरी बाँकी छोरी
सु: जिस पे भी मैं लगाऊँ निशाना
एक पल में बनाऊँ दीवाना
हो ओ हो जिस पे भी मैं लगाऊँ निशाना
एक पल में बनाऊँ दीवाना
नज़रों से जब तीर चले अच्छे-अच्छों पे भीर पड़ी है ऐसी मेरी अदा
मैं तो हर
मैं हर दिलों की पसन्द हो गई -2
बन-ठन के निकली बजरिया में
हो बन-ठन के निकली बजरिया में
दीवानों में जंग हो गई
को: गोरी गोरी ओ गोरी बाँकी छोरी
सु: बाली उमर मेरी तंग हो गई -2
बन-ठन के निकली बजरिया में
दीवानों में जंग हो गई
को: गोरी गोरी ओ गोरी बाँकी छोरी -3
ko: gorī gorī o gorī bāṇkī chhorī -2
su: bālī umar merī taṅg ho gaī -4
ban-ṭhan ke niklī bajriyā meṅ
o ban-ṭhan ke niklī bajriyā meṅ
dīvānoṅ meṅ jaṅg ho gaī ) -2
ko: gorī gorī o gorī bāṇkī chhorī
yā hū -2
su: har nigāheṅ kareṅ chheṛkhānī
har koī chāhe merā dil niśhānī
o har nigāheṅ kareṅ chheṛkhānī
har koī chāhe merā dil niśhānī
dil merā nā jāne lākhoṅ haiṅ mere dīvāne aise de kise dūṇ batā
pahle thī
pahle thī ḍorī ab pataṅg ho gaī -2
ban-ṭhan ke niklī bajriyā meṅ
ho ban-ṭhan ke niklī bajriyā meṅ
dīvānoṅ meṅ jaṅg ho gaī
ko: gorī gorī o gorī bāṇkī chhorī
su: jis pe bhī maiṅ lagāūṇ niśhānā
ek pal meṅ banāūṇ dīvānā
ho o ho jis pe bhī maiṅ lagāūṇ niśhānā
ek pal meṅ banāūṇ dīvānā
nazroṅ se jab tīr chale achchhe-achchhoṅ pe bhīr paṛī hai aisī merī adā
maiṅ to har
maiṅ har diloṅ kī pasand ho gaī -2
ban-ṭhan ke niklī bajriyā meṅ
ho ban-ṭhan ke niklī bajriyā meṅ
dīvānoṅ meṅ jaṅg ho gaī
ko: gorī gorī o gorī bāṇkī chhorī
su: bālī umar merī taṅg ho gaī -2
ban-ṭhan ke niklī bajriyā meṅ
dīvānoṅ meṅ jaṅg ho gaī
ko: gorī gorī o gorī bāṇkī chhorī -3