Goree goree gaanv kee goree re

गोरी गोरी गाँव की गोरी रे
Year
Language

किशोर: गोरी गोरी गाँव की गोरी रे
किस लिये बुन रही डोरी रे
लता: ओ पिया, डोरी से बाँध ले गोरी रे
भागे जो करिके तू चोरी रे
ऐ जिया
किशोर: गोरी गोरी गाँव की गोरी रे

कच्चे हैं तेरे ये रेशम के धागे
टूट जाये जो कोई तोड़के भागे
लता: जब से सै.य्या, तोसे नेहा लागे
पीछे पीछे मैं हूँ, तू आगे आगे
खिंचे चले आओगे, जाओगे जहाँ
जाके देखो तो बरजोरी रे
ओ पिया
किशोर: गोरी गोरी गाँव की गोरी रे

मैं तो उड़ जाऊँगा इक पंछी जैसे
मुझे तू बन्दी बना लेगी कैसे
लता: तुझे मैं बन्दी बना लूँगी कैसे
सैय्यन, बैंया में बैंया डाल के ऐसे
तोरे होंठों से लग जाऊँगी मैं
बनके बाँसुरिया तोरी रे
ओ पिया
किशोर: गोरी गोरी गाँव की गोरी रे

मैं हूँ परदेसी
मैं हूँ परदेसी, सुनले फिर ना कहना
चला जाना है, यहाँ नहीं रहना
लता: तेरा रस्ता देखेंगे मेरे नैना
यूँ ही दिन बीतेगा, बीतेगी रैना
चहे छुप जा तू घटाओं में चंदा
ढूँढ लेगी ये चकोरी रे
ओ पिया
किशोर: गोरी गोरी गाँव की गोरी रे
किस लिये बुन रही डोरी रे
लता: ओ पिया, डोरी से बाँध ले गोरी रे
भागे जो करिके तू चोरी रे
ऐ जिया

kiśhor: gorī gorī gāṇv kī gorī re
kis liye bun rahī ḍorī re
latā: o piyā, ḍorī se bāṇdh le gorī re
bhāge jo karike tū chorī re
ai jiyā
kiśhor: gorī gorī gāṇv kī gorī re

kachche haiṅ tere ye reśham ke dhāge
ṭūṭ jāye jo koī toṛke bhāge
latā: jab se sai.yyā, tose nehā lāge
pīchhe pīchhe maiṅ hūṇ, tū āge āge
khiṅche chale āoge, jāoge jahāṇ
jāke dekho to barjorī re
o piyā
kiśhor: gorī gorī gāṇv kī gorī re

maiṅ to uṛ jāūṇgā ik paṅchhī jaise
mujhe tū bandī banā legī kaise
latā: tujhe maiṅ bandī banā lūṇgī kaise
saiyyan, baiṅyā meṅ baiṅyā ḍāl ke aise
tore hoṅṭhoṅ se lag jāūṇgī maiṅ
banke bāṇsuriyā torī re
o piyā
kiśhor: gorī gorī gāṇv kī gorī re

maiṅ hūṇ pardesī
maiṅ hūṇ pardesī, sunle phir nā kahnā
chalā jānā hai, yahāṇ nahīṅ rahnā
latā: terā rastā dekheṅge mere nainā
yūṇ hī din bītegā, bītegī rainā
chahe chhup jā tū ghaṭāoṅ meṅ chaṅdā
ḍhūṇḍh legī ye chakorī re
o piyā
kiśhor: gorī gorī gāṇv kī gorī re
kis liye bun rahī ḍorī re
latā: o piyā, ḍorī se bāṇdh le gorī re
bhāge jo karike tū chorī re
ai jiyā