Gore gore gaal vaalee ... bagal vaalaa aankh maar hai

गोरे गोरे गाल वाली ... बगल वाला आँख मार है
Year
Language

गोरे गोरे गाल वाली काले काले बाल वाली अरे
हिरनी के जैसी चाल वाली
बगल वाली जानमार है
हो बगल वाली …

दिखता है भोला भाला पीछे पड़ गया है साला हो
मुखड़ा है गोरा दिल का काला
बगल वाला आँख मारे है
हो बगल वाला …

चश्मा लगा के जब चलती है car में
lift मांगते हैं लड़के खड़े हो कतार में
हाय ये bob cut वाली देती फटाफट गाली
जा जा
हे हे हे
बचके जाएगी कहाँ साली
बगल वाली जानमार है …

जियो जी जियो जी

खिड़की से देखता है परदा हटा के
निकलता गली में है ये faishon सजाके
ओ खुद से बेगाना है ये
मुझ पे दीवाना है ये
जीना हराम कर डाला बगल वाला
बगल वाला आँखमार है …

gore gore gāl vālī kāle kāle bāl vālī are
hirnī ke jaisī chāl vālī
bagal vālī jānmār hai
ho bagal vālī …

dikhtā hai bholā bhālā pīchhe paṛ gayā hai sālā ho
mukhaṛā hai gorā dil kā kālā
bagal vālā āṇkh māre hai
ho bagal vālā …

chaśhmā lagā ke jab chaltī hai car meṅ
lift māṅgte haiṅ laṛke khaṛe ho katār meṅ
hāy ye bob cut vālī detī phaṭāphaṭ gālī
jā jā
he he he
bachke jāegī kahāṇ sālī
bagal vālī jānmār hai …

jiyo jī jiyo jī

khiṛkī se dekhtā hai pardā haṭā ke
nikaltā galī meṅ hai ye faishon sajāke
o khud se begānā hai ye
mujh pe dīvānā hai ye
jīnā harām kar ḍālā bagal vālā
bagal vālā āṇkhmār hai …