गोरे गोरे गाल मेरे ... परदा उठा दे ज़रा
ला ला ला लई ल लई ल लई
लई लई लैला
ल ल ल ल ऐ
हो हो हो हो
गोरे गोरे गाल मेरे बहकी बहकी चाल है
देख मेरी पतली सी कमरिया हर आशिक़ बेहाल है
परदा उठा ज़रा परदा उठा
महफ़िल में आए सबको मज़ा
परदा उठा दे ज़रा परदा उठा
जलवा दिखा दे ज़रा जलवा दिखा
गोरे गोरे गाल …
मेरी रेशम वाली चुनर मेरा बूटे वाला लहंगा
कोई मोल चुका नहीं सकता मेरा हुस्न बड़ा है महंगा
सर से चुनर सरका दे लहंगा इक बात घुमा दे
जो मांगेगी हम देंगे आँखों से जाम पिला दे
कानों की ये बाली दूंगी होंठों की ये लाली दूंगी
गालों की जवानी दूंगी कोई तो निशानी दूंगी
परदा उठा ज़रा …
बहके हुए अरमानों को महबूब संभल जाने दे
जलवा तुझे दिखलाऊंगी कुछ रात तो ढल जाने दे
तड़पा ना हमको ऐसे बाहों में ज़रा भरने दे
देंगे तुझ को नज़राना जो दिल चाहे करने दे
थोड़ा तड़पाऊंगी मैं थोड़ा तरसाऊंगी मैं
सेज बिछाऊंगी मैं प्यास बुझाऊंगी मैं
परदा उठा ज़रा …
lā lā lā laī la laī la laī
laī laī lailā
la la la la ai
ho ho ho ho
gore gore gāl mere bahkī bahkī chāl hai
dekh merī patlī sī kamriyā har āśhiq behāl hai
pardā uṭhā zarā pardā uṭhā
mahafil meṅ āe sabko mazā
pardā uṭhā de zarā pardā uṭhā
jalvā dikhā de zarā jalvā dikhā
gore gore gāl …
merī reśham vālī chunar merā būṭe vālā lahaṅgā
koī mol chukā nahīṅ saktā merā husn baṛā hai mahaṅgā
sar se chunar sarkā de lahaṅgā ik bāt ghumā de
jo māṅgegī ham deṅge āṇkhoṅ se jām pilā de
kānoṅ kī ye bālī dūṅgī hoṅṭhoṅ kī ye lālī dūṅgī
gāloṅ kī javānī dūṅgī koī to niśhānī dūṅgī
pardā uṭhā zarā …
bahke hue armānoṅ ko mahbūb saṅbhal jāne de
jalvā tujhe dikhlāūṅgī kuchh rāt to ḍhal jāne de
taṛpā nā hamko aise bāhoṅ meṅ zarā bharne de
deṅge tujh ko nazrānā jo dil chāhe karne de
thoṛā taṛpāūṅgī maiṅ thoṛā tarsāūṅgī maiṅ
sej bichhāūṅgī maiṅ pyās bujhāūṅgī maiṅ
pardā uṭhā zarā …