गोरा गोरा मुखड़ा ये तूने कहाँ से पाया
गोरा गोरा मुखड़ा ये तूने कहाँ से पाया है
तू है गोरी चोर तूने चाँद को चुराया है -2
अमावस की रात है ये हुई कैसे रोशनी
नहीं है गगन में चाँद छाई कैसे चाँदनी
हुई कैसे रोशनी छाई कैसे चाँदनी -2
धीरे धीरे परदा तूने चेहरे से हटाया है
तू है गोरी चोर …
चले आए पीने वाले मैखानों को छोड़ के
खड़े तेरे रस्ते में पैमानों को तोड़ के
मैखानों को छोड़ के पैमानों को तोड़ के
बड़ी बड़ी आँखों से ये तूने क्या छलकाया है
तू है गोरी चोर …
gorā gorā mukhaṛā ye tūne kahāṇ se pāyā hai
tū hai gorī chor tūne chāṇd ko churāyā hai -2
amāvas kī rāt hai ye huī kaise rośhnī
nahīṅ hai gagan meṅ chāṇd chhāī kaise chāṇdnī
huī kaise rośhnī chhāī kaise chāṇdnī -2
dhīre dhīre pardā tūne chehre se haṭāyā hai
tū hai gorī chor …
chale āe pīne vāle maikhānoṅ ko chhoṛ ke
khaṛe tere raste meṅ paimānoṅ ko toṛ ke
maikhānoṅ ko chhoṛ ke paimānoṅ ko toṛ ke
baṛī baṛī āṇkhoṅ se ye tūne kyā chhalkāyā hai
tū hai gorī chor …