गूद निघ्त ... कल की हसीं मुलाक़ात के लिए
good night
ल: कल की हसीं मुलाक़ात के लिए
आज रात के लिए
हम-तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
कि: कल की हसीं मुलाक़ात …
आप
नींद नहीं क्या आई
ल: नींद मेरी आप ने चुराई
मैं तो नहीं सोई आधी रात होई
आपको हुआ क्या ख़ास वजह कोई
कि: अकेले में हम घबरा गए
चले गए थे फिर आ गए
तो माफ़ करना इस बात के लिए
आज रात के लिए …
ल: आप
अब है क्या मजबूरी
कि: हाँ
काम था एक ज़रूरी
ल: लम्बी-लम्बी रातें छोटी मुलाक़ातें
कि: भूल गया था मैं दो-चार बातें
ल: बातों से न दिल अपना भरे
आँखों में कई सपने भरे
तो सपनों की इस बारात के लिए
आज रात के लिए …
कि: मैं आया आप जाते हैं
ल: हम आपसे शरमाते हैं
कि: मैं तो हूँ दीवाना मैं ये नहीं जाना
हमसे शर्म क्या क्या है बहाना
ल: देखो हम थे अजनबी
हो गई मगर अब दोस्ती
बदले हुए हालात के लिए
आज रात के लिए …
good night
la: kal kī hasīṅ mulāqāt ke lie
āj rāt ke lie
ham-tum judā ho jāte haiṅ
achchhā chalo so jāte haiṅ
ki: kal kī hasīṅ mulāqāt …
āp
nīṅd nahīṅ kyā āī
la: nīṅd merī āp ne churāī
maiṅ to nahīṅ soī ādhī rāt hoī
āpko huā kyā khās vajah koī
ki: akele meṅ ham ghabrā gae
chale gae the phir ā gae
to māf karnā is bāt ke lie
āj rāt ke lie …
la: āp
ab hai kyā majbūrī
ki: hāṇ
kām thā ek zarūrī
la: lambī-lambī rāteṅ chhoṭī mulāqāteṅ
ki: bhūl gayā thā maiṅ do-chār bāteṅ
la: bātoṅ se na dil apnā bhare
āṇkhoṅ meṅ kaī sapne bhare
to sapnoṅ kī is bārāt ke lie
āj rāt ke lie …
ki: maiṅ āyā āp jāte haiṅ
la: ham āpse śharmāte haiṅ
ki: maiṅ to hūṇ dīvānā maiṅ ye nahīṅ jānā
hamse śharm kyā kyā hai bahānā
la: dekho ham the ajanbī
ho gaī magar ab dostī
badle hue hālāt ke lie
āj rāt ke lie …