Title (Indic)मुझे माफ़ कर ऐ दिलरुबा मैं शिकार हूँ हालात का WorkGirl From India Year1982 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Talat Aziz LyricsHindiमुझे माफ़ कर ऐ दिलरुबा मैं शिकार हूँ हालात का तू है सुबह की रौशनी मैं हूँ अंधेरा रात का (पर कट चुके हों जिस के वो पंची कभी उड़ता नहीं) - 2 टूट जाता है जो दिल वो दिल कभी जुड़ता नहीं है ख़बर मुझे तेरे प्यार की है पता तेरे जज़बात का मुझे माफ़ कर … (नाकाम सी ये ज़िंदगी बस नाम की है ज़िंदगी) - 2 जो तेरे काम न आ सकी किस काम की है ज़िंदगी मुझसे न देखा जाये है जलना तेरा दिन रात का मुझे माफ़ कर … (तुझसे जुदा होने का ग़म सह न सकूँगा तेरी क़सम) - 2 आते ही वो ज़ालिम घड़ी मेरा निकल जायेगा दम बस आख़िरी होगा वो दिन मेरी नामुराद हयात का मुझे माफ़ कर … Englishmujhe māf kar ai dilrubā maiṅ śhikār hūṇ hālāt kā tū hai subah kī rauśhnī maiṅ hūṇ aṅdherā rāt kā (par kaṭ chuke hoṅ jis ke vo paṅchī kabhī uṛtā nahīṅ) - 2 ṭūṭ jātā hai jo dil vo dil kabhī juṛtā nahīṅ hai khabar mujhe tere pyār kī hai patā tere jazbāt kā mujhe māf kar … (nākām sī ye ziṅdgī bas nām kī hai ziṅdgī) - 2 jo tere kām na ā sakī kis kām kī hai ziṅdgī mujhse na dekhā jāye hai jalnā terā din rāt kā mujhe māf kar … (tujhse judā hone kā ġham sah na sakūṇgā terī qasam) - 2 āte hī vo zālim ghaṛī merā nikal jāyegā dam bas ākhirī hogā vo din merī nāmurād hayāt kā mujhe māf kar …