Ghungharwa Mora Chham Chham Baje

घूंघरवा मोरा छम-छम बाजे
Work
Year
Language

आ: घूंघरवा मोरा छम-छम बाजे -2
र: छम-छम की धुन पर जिया मोरा नाचे -2
आ: घूंघरवा मोरा …

आँखों ने आँखों से मस्ती चुराई -2
बहके क़दम और नज़र लड़खड़ाई
मन के सिंहासन पे तू ही बिराजे हो तू ही बिराजे
घूंघरवा मोरा …

र: चाहत बिना ज़िन्दगी थी अधूरी -2
तू नहीं समझे ग्वालन की छोरी -2
राधा को साजे तो मोहन ही साजे ओ मोहन ही साजे
आ: घूंघरवा मोरा …

ā: ghūṅgharvā morā chham-chham bāje -2
ra: chham-chham kī dhun par jiyā morā nāche -2
ā: ghūṅgharvā morā …

āṇkhoṅ ne āṇkhoṅ se mastī churāī -2
bahke qadam aur nazar laṛkhaṛāī
man ke siṅhāsan pe tū hī birāje ho tū hī birāje
ghūṅgharvā morā …

ra: chāhat binā zindgī thī adhūrī -2
tū nahīṅ samjhe gvālan kī chhorī -2
rādhā ko sāje to mohan hī sāje o mohan hī sāje
ā: ghūṅgharvā morā …