Title (Indic)जिहाल-ए-मस्ती, मकुन-ब-रन्जिश् WorkGhulami Year1985 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Lata Mangeshkar Performer Shabbir Kumar Writer Gulzar LyricsHindiजिहाल-ए-मस्ती मकुन-ब-रन्जिश, बहाल-ए-हिज्र बेचारा दिल है सुनाई देती है जिसकी धड़कन तुम्हारा दिल या हमारा दिल है वो आके पहलू में ऐसे बैठे के शाम रंगीन हो गई है (3) ज़रा ज़रा सी खिली तबीयत ज़रा सी ग़मगीन हो गई है (कभी कभी शाम ऐसे ढलती है के जैसे घूँघट उतर रहा है ) - 2 तुम्हारे सीने से उठ था धुआँ हमारे दिल से गुज़ार रहा है ये शर्म है या हया है क्या है नजर उठाते ही झुक गयी है तुम्हारी पलकों से गिरके शबनम हमारी आँखों में रुक गयी है Englishjihāl-e-mastī makun-ba-ranjiśh, bahāl-e-hijr bechārā dil hai sunāī detī hai jiskī dhaṛkan tumhārā dil yā hamārā dil hai vo āke pahlū meṅ aise baiṭhe ke śhām raṅgīn ho gaī hai (3) zarā zarā sī khilī tabīyat zarā sī ġhamgīn ho gaī hai (kabhī kabhī śhām aise ḍhaltī hai ke jaise ghūṇghaṭ utar rahā hai ) - 2 tumhāre sīne se uṭh thā dhuāṇ hamāre dil se guzār rahā hai ye śharm hai yā hayā hai kyā hai najar uṭhāte hī jhuk gayī hai tumhārī palkoṅ se girke śhabnam hamārī āṇkhoṅ meṅ ruk gayī hai