Ghoraa pishoree meraa taangaa laahoree ... main hoon albelaa

घोड़ा पिशोरी मेरा ताँगा लाहोरी ... मैं हूँ अलबेला
Year
Language

घोड़ा पिशोरी मेरा ताँगा लाहोरी मेरा
बैठो मियाँ जी बैठो लाला
मैं हूँ अलबेला ताँगे वाला -2
घोड़ा पेशावरी मेरा …

टाँगें थकेंगी यारों ताँगे में आओ
गरमी बड़ी है प्यारों पैदल ना जाओ
होगा ( गुलाबी रंग काला ) -2
मैं हूँ अलबेला …

बचना ओ जाने वाले मैं तुझपे वारी
टकरा ना जाए कहीं शाही सवारी
रोता ( फिरेगा घरवाला ) -2
मैं हूँ अलबेला …

मेहनत मजूरी करूँ रुकना ना जानूँ
आँधी तूफ़ाँ के आगे झुकना ना जानूँ
अपना ( साँई है रखवाला ) -2
मैं हूँ अलबेला …

ghoṛā piśhorī merā tāṇgā lāhorī merā
baiṭho miyāṇ jī baiṭho lālā
maiṅ hūṇ albelā tāṇge vālā -2
ghoṛā peśhāvrī merā …

ṭāṇgeṅ thakeṅgī yāroṅ tāṇge meṅ āo
garmī baṛī hai pyāroṅ paidal nā jāo
hogā ( gulābī raṅg kālā ) -2
maiṅ hūṇ albelā …

bachnā o jāne vāle maiṅ tujhpe vārī
ṭakrā nā jāe kahīṅ śhāhī savārī
rotā ( phiregā gharvālā ) -2
maiṅ hūṇ albelā …

mehnat majūrī karūṇ ruknā nā jānūṇ
āṇdhī tūfāṇ ke āge jhuknā nā jānūṇ
apnā ( sāṇī hai rakhvālā ) -2
maiṅ hūṇ albelā …