Gherdaar ghaaghro ... doongar oopar doongree re

घेरदार घाघरो ... डूंगर ऊपर डूंगरी रे
Year
Language

घेरदार घाघरो लच्छेदार चुंदड़ी
come on baby let's sing let's dance o baby
अग्गे पिच्छे easy है romance o baby
डूंगर ऊपर डूंगरी रे उसपे नाचे मोर
मेरे सारे दीवाने करते हैं देखो शोर हे
घेरदार घाघरो …

ये दिलवाले मतवाले हैं मेरे चाहने वाले
पीछे आते हैं जाऊं मैं जहां
कोई दिल में ही मरता है
कोई आहें भी भरता है
कोई मुझे पुकारे सुन ले मेरी जां अरे
डूंगर ऊपर …
हर दिन ये पागल मुझको करते हैं कितना bore हे हे
घेरदार घाघरो …

तुम्हें क्‌या खबर मेरे दिल में भी कोई मीठी मीठी आग है
मेरे तनबदन को ये लगता है जैसे डस रहा कोई नाग है
मुझे ठीक से ये पता नहीं कि मैं राह किसकी हूँ देखती
कोई आएगा कोई आएगा मेरे दिल का अब यही राग है
इक दिन तो कोई आएगा जो रंग नया लाएगा
वो आएगा तो बदलेगा समां
शोला सा कोई भड़केगा
दिल ज़ोर ज़ोर धड़केगा
मचलेगा जो दिल में कोई अरमां
डूंगर ऊपर …
आएगा इक ना इक दिन तो मेरे दिल का चोर हे
घेरदार घाघरो …

gherdār ghāghro lachchhedār chuṅdaṛī
come on baby let's sing let's dance o baby
agge pichchhe easy hai romance o baby
ḍūṅgar ūpar ḍūṅgrī re uspe nāche mor
mere sāre dīvāne karte haiṅ dekho śhor he
gherdār ghāghro …

ye dilvāle matvāle haiṅ mere chāhne vāle
pīchhe āte haiṅ jāūṅ maiṅ jahāṅ
koī dil meṅ hī martā hai
koī āheṅ bhī bhartā hai
koī mujhe pukāre sun le merī jāṅ are
ḍūṅgar ūpar …
har din ye pāgal mujhko karte haiṅ kitnā bore he he
gherdār ghāghro …

tumheṅ k‌yā khabar mere dil meṅ bhī koī mīṭhī mīṭhī āg hai
mere tanabdan ko ye lagtā hai jaise ḍas rahā koī nāg hai
mujhe ṭhīk se ye patā nahīṅ ki maiṅ rāh kiskī hūṇ dekhtī
koī āegā koī āegā mere dil kā ab yahī rāg hai
ik din to koī āegā jo raṅg nayā lāegā
vo āegā to badlegā samāṅ
śholā sā koī bhaṛkegā
dil zor zor dhaṛkegā
machlegā jo dil meṅ koī armāṅ
ḍūṅgar ūpar …
āegā ik nā ik din to mere dil kā chor he
gherdār ghāghro …