घड़ी घड़ी पूछो ना जी
किनसे मेरी प्रीत है
घड़ी घड़ी पूछो ना
घड़ी घड़ी पूछो ना जी
किनसे मेरी प्रीत है
घड़ी घड़ी पूछो ना -3
घड़ी घड़ी पूछो ना जी
किनसे मेरी प्रीत है
घड़ी घड़ी पूछो ना
नैनों में वो हैं ऐसे -2
सावन में रिमझिम जैसे
रिमझिम रिमझिम
नैनों में वो हैं ऐसे
( आँखों आँखों में समझो
कौन मेरा मीत है ) -2
घड़ी घड़ी …
जब तक बलम न बोले -2
आके न घूँघट खोले
बलमा मोरे आके न घूँघट खोले
प्रीत की कलियाँ छुपा रखने की रीत है -2
घड़ी घड़ी पूछो न जी
किनसे मेरी प्रीत है
घड़ी घड़ी …
घड़ी घड़ी पूछो ना जी
किनसे मेरी प्रीत है
घड़ी घड़ी पूछो ना -3
घड़ी घड़ी पूछो ना जी
किनसे मेरी प्रीत है
घड़ी घड़ी पूछो ना
ghaṛī ghaṛī pūchho nā jī
kinse merī prīt hai
ghaṛī ghaṛī pūchho nā
ghaṛī ghaṛī pūchho nā jī
kinse merī prīt hai
ghaṛī ghaṛī pūchho nā -3
ghaṛī ghaṛī pūchho nā jī
kinse merī prīt hai
ghaṛī ghaṛī pūchho nā
nainoṅ meṅ vo haiṅ aise -2
sāvan meṅ rimjhim jaise
rimjhim rimjhim
nainoṅ meṅ vo haiṅ aise
( āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ samjho
kaun merā mīt hai ) -2
ghaṛī ghaṛī …
jab tak balam na bole -2
āke na ghūṇghaṭ khole
balmā more āke na ghūṇghaṭ khole
prīt kī kaliyāṇ chhupā rakhne kī rīt hai -2
ghaṛī ghaṛī pūchho na jī
kinse merī prīt hai
ghaṛī ghaṛī …
ghaṛī ghaṛī pūchho nā jī
kinse merī prīt hai
ghaṛī ghaṛī pūchho nā -3
ghaṛī ghaṛī pūchho nā jī
kinse merī prīt hai
ghaṛī ghaṛī pūchho nā