आधे इधर हैं आधे उधर
यह हज़रत-ए-दिल हैं न जाने किधर
उनको ख़बर है न हमको ख़बर
यह हज़रत-ए-दिल …
ज़ुल्फ़ों की गलियों में खोए कभी
पलकों की छाँव में सोए कभी
ढूँढें तो ढूँढें दिल को कहाँ
कि ऐसी लगी है किसी की नज़र
यह हज़रत-ए-दिल …
उनकी नज़र का इशारा मिला
कुछ अपने जुनूँ का सहारा मिला
कहते हुए यह मियाँ मजनूँ चले
कि जब से मिली है नज़र से नज़र
यह हज़रत-ए-दिल …
ādhe idhar haiṅ ādhe udhar
yah hazrat-e-dil haiṅ na jāne kidhar
unko khabar hai na hamko khabar
yah hazrat-e-dil …
zulfoṅ kī galiyoṅ meṅ khoe kabhī
palkoṅ kī chhāṇv meṅ soe kabhī
ḍhūṇḍheṅ to ḍhūṇḍheṅ dil ko kahāṇ
ki aisī lagī hai kisī kī nazar
yah hazrat-e-dil …
unkī nazar kā iśhārā milā
kuchh apne junūṇ kā sahārā milā
kahte hue yah miyāṇ majnūṇ chale
ki jab se milī hai nazar se nazar
yah hazrat-e-dil …