Ghar aajaa ghir aaye badraa saanvriyaa

घर आजा घिर आये बदरा साँवरिया
Year
Language

घर आजा घिर आये बदरा साँवरिया
मोरा जिया धक धक रे चमके बिजुरिया

सूना सूना घर मोहे डसने को आये रे
खिड़की पे बैठी बैठी सारी रैन जाये रे
टप टिप सुनाता मैं तो भैइ रे बाँवरिया

कसमाता जियरा कसक मोरी दूनी रे
प्यासी प्यासी अँखियों की कलियां है ??? रे
जाने मोहे लागी किस बैरन की नजरिया
घर आजा घिर आए

ghar ājā ghir āye badrā sāṇvriyā
morā jiyā dhak dhak re chamke bijuriyā

sūnā sūnā ghar mohe ḍasne ko āye re
khiṛkī pe baiṭhī baiṭhī sārī rain jāye re
ṭap ṭip sunātā maiṅ to bhaii re bāṇvriyā

kasmātā jiyrā kasak morī dūnī re
pyāsī pyāsī aṇkhiyoṅ kī kaliyāṅ hai ??? re
jāne mohe lāgī kis bairan kī najriyā
ghar ājā ghir āe