Title (Indic)साक़ी साक़ी दिल बुझ ही गया है सीने में WorkGeet Year1944 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Zohra Bai Writer D.N. Madhok LyricsHindiसाक़ी साक़ी दिल बुझ ही गया है सीने में कुछ लुत्फ़ नहीं अब जीने में साक़ी साक़ी ( साक़ी तेरे जाम वो जाम नहीं क्या रखा है अब पीने में ) -2 साक़ी साक़ी साक़ी पहली सी बात नहीं पहले दिन पहली रात नहीं जब तेरा ही वो हाथ नहीं -2 क्या रखा है फिर सीने में साक़ी साक़ी अब सावन के दिन बीत गये हम हार गये तुम जीत गये साक़ी जब छोड़ के मीत गये -2 कुछ लुत्फ़ नहीं फिर जीने में साक़ी साक़ी दिल बुझ ही गया है सीने में कुछ लुत्फ़ नहीं अब जीने में साक़ी साक़ी Englishsāqī sāqī dil bujh hī gayā hai sīne meṅ kuchh lutf nahīṅ ab jīne meṅ sāqī sāqī ( sāqī tere jām vo jām nahīṅ kyā rakhā hai ab pīne meṅ ) -2 sāqī sāqī sāqī pahlī sī bāt nahīṅ pahle din pahlī rāt nahīṅ jab terā hī vo hāth nahīṅ -2 kyā rakhā hai phir sīne meṅ sāqī sāqī ab sāvan ke din bīt gaye ham hār gaye tum jīt gaye sāqī jab chhoṛ ke mīt gaye -2 kuchh lutf nahīṅ phir jīne meṅ sāqī sāqī dil bujh hī gayā hai sīne meṅ kuchh lutf nahīṅ ab jīne meṅ sāqī sāqī