Title (Indic)ऐसे टूटे तार के मेरे गीत अधूरे रह गये WorkGawaiya Year1954 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ram Ganguly Performer Talat Mahmood Writer Shevan Rizvi LyricsHindiऐसे टूटे तार के मेरे, गीत अधूरे रह गये गीत अधूरे रह गये ऐसा टूटा दिल के टुकड़े, आँसू बन कर बह गये आँसू बन कर बह गये प्यार की इक तस्वीर बनाकर, किस्मत ने खुद ठुकरा दी किस्मत ने खुद ठुकरा दी आँसू देकर इन नैनों को, मुझको देदी बरबादी मुझको देदी बरबादी इक दिन यही होना था ये, आँसू बह कर कह गये आँसू बह कर कह गये ऐसे टूटे तार के मेरे, गीत अधूरे रह गये … कोई जब ये गीत सुनेगा, प्यार का फिर वो नाम ना लेगा प्यार का फिर वो नाम ना लेगा प्यार किया तो यूँही जलेगा, तड़पेगा रोयेगा तड़पेगा रोयेगा हम तो हैं पत्थर के इन्साँ, हम तो ये दुख सह गये हम तो ये दुख सह गये ऐसे टूटे तार के मेरे, गीत अधूरे रह गये … Englishaise ṭūṭe tār ke mere, gīt adhūre rah gaye gīt adhūre rah gaye aisā ṭūṭā dil ke ṭukaṛe, āṇsū ban kar bah gaye āṇsū ban kar bah gaye pyār kī ik tasvīr banākar, kismat ne khud ṭhukrā dī kismat ne khud ṭhukrā dī āṇsū dekar in nainoṅ ko, mujhko dedī barbādī mujhko dedī barbādī ik din yahī honā thā ye, āṇsū bah kar kah gaye āṇsū bah kar kah gaye aise ṭūṭe tār ke mere, gīt adhūre rah gaye … koī jab ye gīt sunegā, pyār kā phir vo nām nā legā pyār kā phir vo nām nā legā pyār kiyā to yūṇhī jalegā, taṛpegā royegā taṛpegā royegā ham to haiṅ patthar ke insāṇ, ham to ye dukh sah gaye ham to ye dukh sah gaye aise ṭūṭe tār ke mere, gīt adhūre rah gaye …