Title (Indic)आवाज़ दे रहा है कोई आसमान से WorkGauhar Year1953 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Sudha Malhotra Writer Shakeel Badayuni LyricsHindiआवाज़ दे रहा है कोई आस्मान से आजा मेरे जहाँ में अपने जहान से आवाज़ दे रहा है कोई बेचैन कर रहीं हैं बुलावे की हर सदा हर साँस पे धड़कता है यूँ आज दिल मेरा जैसे हवा की मौज से बुझने लगे दिया बुझने लगे दिया ये राज़ वो है कह न सकूं जो ज़ुबान से आजा मेरे जहाँ में अपने जहान से आवाज़ दे रहा है कोई पलकों में आँसुओं को छुपाये हुए हूँ मैं तारों से अपने घर को सजाये हुए हूँ मैं साजन की धुन ज़बाँ पे लाये हुए हूँ मैं लाये हुए हूँ मैं है बेखबर ज़माना मेरी दास्तान से आजा मेरे जहाँ में अपने जहान से आवाज़ दे रहा है कोई Englishāvāz de rahā hai koī āsmān se ājā mere jahāṇ meṅ apne jahān se āvāz de rahā hai koī bechain kar rahīṅ haiṅ bulāve kī har sadā har sāṇs pe dhaṛaktā hai yūṇ āj dil merā jaise havā kī mauj se bujhne lage diyā bujhne lage diyā ye rāz vo hai kah na sakūṅ jo zubān se ājā mere jahāṇ meṅ apne jahān se āvāz de rahā hai koī palkoṅ meṅ āṇsuoṅ ko chhupāye hue hūṇ maiṅ tāroṅ se apne ghar ko sajāye hue hūṇ maiṅ sājan kī dhun zabāṇ pe lāye hue hūṇ maiṅ lāye hue hūṇ maiṅ hai bekhabar zamānā merī dāstān se ājā mere jahāṇ meṅ apne jahān se āvāz de rahā hai koī