Garaj baras saavan ghir aayo

गरज बरस सावन घिर आयो
Work
Year
Language

गरज बरस सावन घिर आयो -2

गरज बरस सावन घिर आयो -4
देखो कैसे अनजाने रसतों पे बरसे घटा
आओ ले लें मतवाली मसतानी रुत का मज़ा
गरज बरस सावन घिर आयो -2

आ आ भी जा मेरी जाँ आ भी जा
चाहे तू ज़हर दे या जीने की दुआ
कैसा ये नाता है साँसों से साँसों का
सुन तो ले दे सदा भीगी-भीगी फ़ज़ा

हू आ

ये ज़िन्दगी रंगों में डूबेगी
सुरमई शाम ये भूलेगी ना कभी
कोई तो बातें हों आँखों से आँखों की
प्यार की रोशनी जलती बुझती हुई
गरज बरस सावन घिर आयो -4

लाओ ढूँढें मिल के ख़ुशियों का लमहा कोई
सीने में जो भड़के तो भड़काये शोला कोई
गरज बरस सावन घिर आयो -12

गरज बरस सावन घिर आयो

garaj baras sāvan ghir āyo -2

garaj baras sāvan ghir āyo -4
dekho kaise anjāne rastoṅ pe barse ghaṭā
āo le leṅ matvālī mastānī rut kā mazā
garaj baras sāvan ghir āyo -2

ā ā bhī jā merī jāṇ ā bhī jā
chāhe tū zahar de yā jīne kī duā
kaisā ye nātā hai sāṇsoṅ se sāṇsoṅ kā
sun to le de sadā bhīgī-bhīgī fazā

hū ā

ye zindgī raṅgoṅ meṅ ḍūbegī
surmaī śhām ye bhūlegī nā kabhī
koī to bāteṅ hoṅ āṇkhoṅ se āṇkhoṅ kī
pyār kī rośhnī jaltī bujhtī huī
garaj baras sāvan ghir āyo -4

lāo ḍhūṇḍheṅ mil ke khuśhiyoṅ kā lamhā koī
sīne meṅ jo bhaṛke to bhaṛkāye śholā koī
garaj baras sāvan ghir āyo -12

garaj baras sāvan ghir āyo