Title (Indic)वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो WorkGaon Year1947 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khemchand Prakash Performer Geeta Dutt Performer Mukesh Writer D.N. Madhok LyricsHindiदो: वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो गी: वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो मु: जिस माटी ने जनम दिया उस माटी के गुण गा लो गी: जिस माटी ने जनम दिया उस माटी के गुण गा लो को: वतन की माटी हाथ … मु: माटी हो के सोना उगले गी: माटी हो के सोना उगले ये सोना वो सोना है को: ये सोना वो सोना है दो: चोर चुराए डाकू लूटे खतम कभी नहीं होना है मु: ऐसी प्यारी दौलत को गी: ऐसी प्यारी दौलत को दो: तन-मन से अपना लो को: जिस माटी ने जनम … मु: ग़ैरों ने बाहर से आ के गी: ग़ैरों ने बाहर से आ के मु: पेट भरे यहाँ अपने को: पेट भरे यहाँ अपने दो: सुख की नींद सदा वो सोए देखे सुख के सपने को: सुख की नींद सदा वो सोए देखे सुख के सपने मु: बन्द करो अब घर के द्वारे गी: बन्द करो अब घर के द्वारे को: जिस माटी ने जनम … Englishdo: vatan kī māṭī hāth meṅ lekar māthe tilak lagā lo gī: vatan kī māṭī hāth meṅ lekar māthe tilak lagā lo mu: jis māṭī ne janam diyā us māṭī ke guṇ gā lo gī: jis māṭī ne janam diyā us māṭī ke guṇ gā lo ko: vatan kī māṭī hāth … mu: māṭī ho ke sonā ugle gī: māṭī ho ke sonā ugle ye sonā vo sonā hai ko: ye sonā vo sonā hai do: chor churāe ḍākū lūṭe khatam kabhī nahīṅ honā hai mu: aisī pyārī daulat ko gī: aisī pyārī daulat ko do: tan-man se apnā lo ko: jis māṭī ne janam … mu: ġhairoṅ ne bāhar se ā ke gī: ġhairoṅ ne bāhar se ā ke mu: peṭ bhare yahāṇ apne ko: peṭ bhare yahāṇ apne do: sukh kī nīṅd sadā vo soe dekhe sukh ke sapne ko: sukh kī nīṅd sadā vo soe dekhe sukh ke sapne mu: band karo ab ghar ke dvāre gī: band karo ab ghar ke dvāre ko: jis māṭī ne janam …