Gangaa men doobaa na jamnaa men doobaa

गंगा में डूबा न जमना में डूबा
Year
Language

गंगा में डूबा न जमना में डूबा
डूब गया रे मेरा मन सजन तेरी दो अँखियन में
राहों में खोया न बाग़ों में खोया
खोया मेरा बालापन सजन तेरी दो अँखियन में

तारों का गहना न तन पे सजाऊँ
आँचल में भर लूँ पिया प्यार तेरा
ऐसे सजूँ सज के तुझको रिझाऊँ
लहरों में देखूं न दर्पण में देखूँ
देखूँ मुखड़ा सजन तेरी दो अँखियन में
गंगा में डूबा …

gaṅgā meṅ ḍūbā na jamnā meṅ ḍūbā
ḍūb gayā re merā man sajan terī do aṇkhiyan meṅ
rāhoṅ meṅ khoyā na bāġhoṅ meṅ khoyā
khoyā merā bālāpan sajan terī do aṇkhiyan meṅ

tāroṅ kā gahnā na tan pe sajāūṇ
āṇchal meṅ bhar lūṇ piyā pyār terā
aise sajūṇ saj ke tujhko rijhāūṇ
lahroṅ meṅ dekhūṅ na darpaṇ meṅ dekhūṇ
dekhūṇ mukhaṛā sajan terī do aṇkhiyan meṅ
gaṅgā meṅ ḍūbā …