Gangaa aaye kahaan se

गंगा आये कहाँ से
Work
Year
Language

गंगा आये कहाँ से, गंगा जाये कहाँ रे
आये कहाँ से, जाये कहाँ रे
लहराये पानी में जैसे धूप-छाँव रे

गंगा आये कहाँ से, गंगा जाये कहाँ रे
लहराये पानी में जैसे धूप-छाँव रे

रात कारी दिन उजियारा मिल गये दोनों साये
साँझ ने देखो रंग रुप्प के कैसे भेद मिटाये
लहराये पानी में जैसे धूप-छँव रे …

काँच कोई माटी कोई रंग-बिरंगे प्याले
प्यास लगे तो एक बराबर जिस में पानी डाले
लहराये पानी में जैसे धूप-छँव रे …

नाम कोई बोली कोई लाखों रूप और चेहरे
खोल के देखो प्यार की आँखें दबते रे संग मेरे
लहराये पानी में जैसे धूप-छँव रे …

gaṅgā āye kahāṇ se, gaṅgā jāye kahāṇ re
āye kahāṇ se, jāye kahāṇ re
lahrāye pānī meṅ jaise dhūp-chhāṇv re

gaṅgā āye kahāṇ se, gaṅgā jāye kahāṇ re
lahrāye pānī meṅ jaise dhūp-chhāṇv re

rāt kārī din ujiyārā mil gaye donoṅ sāye
sāṇjh ne dekho raṅg rupp ke kaise bhed miṭāye
lahrāye pānī meṅ jaise dhūp-chhṇv re …

kāṇch koī māṭī koī raṅg-biraṅge pyāle
pyās lage to ek barābar jis meṅ pānī ḍāle
lahrāye pānī meṅ jaise dhūp-chhṇv re …

nām koī bolī koī lākhoṅ rūp aur chehre
khol ke dekho pyār kī āṇkheṅ dabte re saṅg mere
lahrāye pānī meṅ jaise dhūp-chhṇv re …