Gambler gambler too hai gambler

गम्ब्लेर गम्ब्लेर तू है गम्ब्लेर्
Work
Year
Language

आवारा नहीं सौदागर नहीं दीवाना अरे नहीं
अनाड़ी खिलाड़ी जादूगर बाज़ीगर नहीं नहीं
ना तू खिलाड़ी न तू बाज़ीगर ना तू अनाड़ी न तू जादूगर
जाने तुझे देख कर क्‌यों लगता है डर
gambler gambler तू है gambler

दिल को चुरा के अपना बना के धोखा तू देगा है मुझे खबर
gambler gambler …

न मैं खिलाड़ी न मैं बाज़ीगर न मैं अनाड़ी न मैं जादूगर
जान-ए-मन ओ जान-ए-जां कुछ भरोसा कर
gambler gambler हाँ मैं gambler

दिल को चुरा के अपना बना के धोखा न दूंगा ओ बेखबर
gambler gambler …

बातों ही बातों में तुम पर कर लूं मैं कैसे भरोसा
जिसने किया है भरोसा होता है उसको ही धोखा
मैं ऐसा इंसां नहीं हूँ चाहे मुझे आज़मां ले
आशिक़ वही जो मोहब्बत में हो जान अपनी लुटा दे
नज़रों में मेरे दिल की जुबां है देखूं तो पहचान कर
gambler gambler …

फिर तो मुबारक हो तुमको अब ये मुलाकात मेरी
ले कर करवटें गुज़रेगी न रात मेरी
यादों को दिल लगाकर करना पड़ेगा गुज़ारा
यादों में मानेगा कैसे दिल तेरी चाहत का मारा
आँखों के रस्ते तस्वीर मेरी ले जाना तुम खींचकर
gambler gambler …

āvārā nahīṅ saudāgar nahīṅ dīvānā are nahīṅ
anāṛī khilāṛī jādūgar bāzīgar nahīṅ nahīṅ
nā tū khilāṛī na tū bāzīgar nā tū anāṛī na tū jādūgar
jāne tujhe dekh kar k‌yoṅ lagtā hai ḍar
gambler gambler tū hai gambler

dil ko churā ke apnā banā ke dhokhā tū degā hai mujhe khabar
gambler gambler …

na maiṅ khilāṛī na maiṅ bāzīgar na maiṅ anāṛī na maiṅ jādūgar
jān-e-man o jān-e-jāṅ kuchh bharosā kar
gambler gambler hāṇ maiṅ gambler

dil ko churā ke apnā banā ke dhokhā na dūṅgā o bekhabar
gambler gambler …

bātoṅ hī bātoṅ meṅ tum par kar lūṅ maiṅ kaise bharosā
jisne kiyā hai bharosā hotā hai usko hī dhokhā
maiṅ aisā iṅsāṅ nahīṅ hūṇ chāhe mujhe āzmāṅ le
āśhiq vahī jo mohabbat meṅ ho jān apnī luṭā de
nazroṅ meṅ mere dil kī jubāṅ hai dekhūṅ to pahchān kar
gambler gambler …

phir to mubārak ho tumko ab ye mulākāt merī
le kar karavṭeṅ guzregī na rāt merī
yādoṅ ko dil lagākar karnā paṛegā guzārā
yādoṅ meṅ mānegā kaise dil terī chāhat kā mārā
āṇkhoṅ ke raste tasvīr merī le jānā tum khīṅchkar
gambler gambler …