Gam shamaa kaa sab ne dekhaa

गम शमा का सब ने देखा
Work
Language

बात चली तेरी आँकों से, जा पहुँची पैमाने तक
खींच रही तेरी उल्फ़त आज मुझे मैखाने तक

इश्क़ की बातें ग़म कि बातें, दुनिया वाले करते हैं
ग़म शमा का सब ने देखा, कौन गया परवाने तक

इश्क़ नहीं है तुमको मुझसे, यूँ ही बातें करती हो
यूँ ही बहाने क़ायम रखना, तुम मेरे मर जाने तक

बस इतना कहना है तुमसे, मुम्किन हो तो आ जाना
जब आओगी, रुकना होगा, आँखों के पथराने तक्‌

bāt chalī terī āṇkoṅ se, jā pahuṇchī paimāne tak
khīṅch rahī terī ulfat āj mujhe maikhāne tak

iśhq kī bāteṅ ġham ki bāteṅ, duniyā vāle karte haiṅ
ġham śhamā kā sab ne dekhā, kaun gayā parvāne tak

iśhq nahīṅ hai tumko mujhse, yūṇ hī bāteṅ kartī ho
yūṇ hī bahāne qāyam rakhnā, tum mere mar jāne tak

bas itnā kahnā hai tumse, mumkin ho to ā jānā
jab āogī, ruknā hogā, āṇkhoṅ ke pathrāne tak‌