गम ना करो ये ग़म के दिन बीत जाएंगे
ग़म ना करो ये ग़म के दिन बीत जाएंगे
बदलेगा फिर ये मौसम हम गीत गाएंगे
हम आज हारे हैं तो कल जीत जाएंगे
बदलेगा फिर ये मौसम …
इस तरह क्यों बैठे हो तुम ज़िंदगी से रूठे रूठे
ये तुम्हें क्या जाने हो गया
सामने है अपनी मंज़िल थक गए क्यूं चलते चलते
हौसला क्यों ऐसे खो गया
हम आज हारे हैं …
तुमने देखा मुझको ऐसे यूं लगा पतझड़ में जैसे
फूल मेरे दिल में खिल गए
तुमने पकड़ा हाथ मेरा मिट गया दिल का अंधेरा
चाँद सूरज मुझको मिल गए
ओ ग़म ना करो ये ग़म …
ġham nā karo ye ġham ke din bīt jāeṅge
badlegā phir ye mausam ham gīt gāeṅge
ham āj hāre haiṅ to kal jīt jāeṅge
badlegā phir ye mausam …
is tarah kyoṅ baiṭhe ho tum ziṅdgī se rūṭhe rūṭhe
ye tumheṅ kyā jāne ho gayā
sāmne hai apnī maṅzil thak gae kyūṅ chalte chalte
hauslā kyoṅ aise kho gayā
ham āj hāre haiṅ …
tumne dekhā mujhko aise yūṅ lagā patjhaṛ meṅ jaise
phūl mere dil meṅ khil gae
tumne pakaṛā hāth merā miṭ gayā dil kā aṅdherā
chāṇd sūraj mujhko mil gae
o ġham nā karo ye ġham …