गम-ए-दिल किससे कहूँ कोई भी ग़मख़्वार नहीं
ग़म-ए-दिल किससे कहूँ कोई भी ग़मख़्वार नहीं
हैं सभी ग़ैर यहाँ कोई भी हमराज़ नहीं
ज़ख़्म-ए-दिल की ये जलन क़ाबिल-ए-इज़हार नहीं
हैं सभी ग़ैर यहाँ …
सिलसिला टूट गया प्यार के अफ़सानों का
हो गया ख़ाक़ चमन तिनके बिखरा के गई
वो एक पुरदर्द हवा रह गए ग़म के निशाँ
ग़म-ए-दिल किससे कहूँ …
आज अश्क़ों में बहे जाते हैं टूटे सपने
और ये दौर-ए-सितम किससे फ़रियाद करें
कौन सुने दिल की ज़ुबाँ है ये बेदर्द जहाँ
ग़म-ए-दिल किससे कहूँ …
ġham-e-dil kisse kahūṇ koī bhī ġhamakhvār nahīṅ
haiṅ sabhī ġhair yahāṇ koī bhī hamrāz nahīṅ
zakhm-e-dil kī ye jalan qābil-e-izhār nahīṅ
haiṅ sabhī ġhair yahāṇ …
silsilā ṭūṭ gayā pyār ke afsānoṅ kā
ho gayā khāq chaman tinke bikhrā ke gaī
vo ek purdard havā rah gae ġham ke niśhāṇ
ġham-e-dil kisse kahūṇ …
āj aśhqoṅ meṅ bahe jāte haiṅ ṭūṭe sapne
aur ye daur-e-sitam kisse fariyād kareṅ
kaun sune dil kī zubāṇ hai ye bedard jahāṇ
ġham-e-dil kisse kahūṇ …