तुम आये तो आया मुझे याद
गली में आज चाँद निकला
जाने कितने दिनों के बाद
गली में आज चाँद निकला
आज की रात जो मैं सो जाती
खुलती आँख सुबह हो जाती
मैं तो हो जाती बस बरबाद
गली में आज चाँद निकला
मैने तुमको आते देखा
अपनी जान को जाते देखा
जाने फिर क्या हुआ नहीं याद
गली में आज चाँद निकला
tum āye to āyā mujhe yād
galī meṅ āj chāṇd niklā
jāne kitne dinoṅ ke bād
galī meṅ āj chāṇd niklā
āj kī rāt jo maiṅ so jātī
khultī āṇkh subah ho jātī
maiṅ to ho jātī bas barbād
galī meṅ āj chāṇd niklā
maine tumko āte dekhā
apnī jān ko jāte dekhā
jāne phir kyā huā nahīṅ yād
galī meṅ āj chāṇd niklā