गाता रहे मेरा दिल, तू ही मेरी मंज़िल्
गाता रहे मेरा दिल, तू ही मेरी मंज़िल,
कहीं बीतें न ये रातें, कहीं बीतें न ये दिन - (2)
प्यार करने वाले अरे प्यार ही करेंगे
जलने वाले चाहे जल जल मरेंगे
दिल से जो धड़के हैं वो दिल हरदम ये कहेंगे
कहीं बीतें न …
ओ मेरे हमराही, मेरी बाँह थामे चलना,
बदले दुनिया सारी, तुम न बदलना
प्यार हमे भी सिखला देगा, गरदिश में सम्भलना,
कहीं बीतें न …
दूरियाँ अब कैसी, अरे शाम जा रही है,
हमको ढलते ढलते समझा रही है,
आती जाती साँस जाने कब से गा रही है
कहीं बीतें न …
gātā rahe merā dil, tū hī merī maṅzil,
kahīṅ bīteṅ na ye rāteṅ, kahīṅ bīteṅ na ye din - (2)
pyār karne vāle are pyār hī kareṅge
jalne vāle chāhe jal jal mareṅge
dil se jo dhaṛke haiṅ vo dil hardam ye kaheṅge
kahīṅ bīteṅ na …
o mere hamrāhī, merī bāṇh thāme chalnā,
badle duniyā sārī, tum na badalnā
pyār hame bhī sikhlā degā, gardiśh meṅ sambhalnā,
kahīṅ bīteṅ na …
dūriyāṇ ab kaisī, are śhām jā rahī hai,
hamko ḍhalte ḍhalte samjhā rahī hai,
ātī jātī sāṇs jāne kab se gā rahī hai
kahīṅ bīteṅ na …