गाल गुलाबी किसके हैं नैन शराबी किसके हैं
गाल गुलाबी किसके हैं नैन शराबी किसके हैं
बालों में किसके रात बसे देख के जिसको सुबह हँसे
बोलो ( कौन ) -6 शक़ीला
गाल गुलाबी किसके हैं …
लंबी बाहें किसकी हैं तेज़ निग़ाहें किसकी हैं
चूम के जिसको हवा चले देख के जिसको चाँद जले
बोलो ( कौन ) -6 जमीला
लंबी बाहें किसकी हैं …
फूल बरसते बातों से दिल को लूटे घातों से
जो बिजली को शर्माए देख पसीना आ जाए
बोलो ( कौन ) -6 लीला
फूल बरसते बातों से …
रंग दमकता किसका है अंग चमकता किसका है
जलवा जादू करता है शिमला जिस पे मरता है
बोलो ( कौन ) -6 शीला
रंग दमकता किसका है …
गाल गुलाबी नैन शराबी लंबी बाहें तेज़ निग़ाहें रंग दमकता
बोलो ( कौन ) -6 सोनिया
gāl gulābī kiske haiṅ nain śharābī kiske haiṅ
bāloṅ meṅ kiske rāt base dekh ke jisko subah hṇse
bolo ( kaun ) -6 śhaqīlā
gāl gulābī kiske haiṅ …
laṅbī bāheṅ kiskī haiṅ tez niġhāheṅ kiskī haiṅ
chūm ke jisko havā chale dekh ke jisko chāṇd jale
bolo ( kaun ) -6 jamīlā
laṅbī bāheṅ kiskī haiṅ …
phūl baraste bātoṅ se dil ko lūṭe ghātoṅ se
jo bijlī ko śharmāe dekh pasīnā ā jāe
bolo ( kaun ) -6 līlā
phūl baraste bātoṅ se …
raṅg damaktā kiskā hai aṅg chamaktā kiskā hai
jalvā jādū kartā hai śhimlā jis pe martā hai
bolo ( kaun ) -6 śhīlā
raṅg damaktā kiskā hai …
gāl gulābī nain śharābī laṅbī bāheṅ tez niġhāheṅ raṅg damaktā
bolo ( kaun ) -6 soniyā