गाए जा गीत मिलन के तू अपनी लगन के, सजन घर जाना है
गाए जा गीत मिलन के, तू अपने लगन के
सजन घर जाना है
काहे छलके नैनों की गगरी काहे बरसे जल
तुम बिन सूनी साजन की नगरी परदेसिया घर चल
प्यासे हैं दीप नयन के, तेरे दर्शन के
सजन घर्…
लुट न जाए जीवन का ढेरा मुझको है ये ग़म
हम अकेले, ये जग लुटेरा बिछड़ें न मिलके हम
बिगड़े नसीब न बनके ये दिन जीवन के
सजन घर्…
डोले नयना प्रीतम के द्वारे मिलने की ये धुन
बालम तेरा तुझको पुकारे याद आनेवाले सुन
साथी मिलेंगे बचपन के खिलेंगे फूल मन के
सजन घर्…
gāe jā gīt milan ke, tū apne lagan ke
sajan ghar jānā hai
kāhe chhalke nainoṅ kī gagrī kāhe barse jal
tum bin sūnī sājan kī nagrī pardesiyā ghar chal
pyāse haiṅ dīp nayan ke, tere darśhan ke
sajan ghar…
luṭ na jāe jīvan kā ḍherā mujhko hai ye ġham
ham akele, ye jag luṭerā bichhaṛeṅ na milke ham
bigaṛe nasīb na banke ye din jīvan ke
sajan ghar…
ḍole naynā prītam ke dvāre milne kī ye dhun
bālam terā tujhko pukāre yād ānevāle sun
sāthī mileṅge bachapan ke khileṅge phūl man ke
sajan ghar…