Futpaathon ke ham rahne vaale, raaton ne paalaa ham vo ujaale

फ़ुटपाथों के हम रहने वाले, रातों ने पाला हम वो उजाले
Work
Year
Language

फ़ुटपाथों के हम रहने वाले
रातों ने पाला हम वो उजाले - 2
आकाश सर पे पैरों तले
है दूर तक ये ज़मीं
और तो अपना कोई नहीं - 2
फ़ुटपाथों …

1) कोई नहीं ना सही
हम क्‌यूं आँसू बहाएं
दुनिया जले ना जले
हम तुम मस्ती में गाएं
ग़म से निकल भूल के चल
क्‌या होगा कल
अपना वही, इस पल में जो है यहीं
और तो …

2) माँ नहीं बाप नहीं
जैसे जियें पाप नहीं
ना कोई घर ना कोई डर
है पास क्‌या जिसका हो डर
न मन्ज़िल है न साहिल है
हम हैं दिल है
ये दिल हमें, ले जाए चाहे कहीं
और तो …

3) हों बचपन में खेले ग़म से
निर्धन घरों के बेटे
फूलों की सेज नहीं
कांटों पे हम हैं लेटे
भूखे रहे हैं ग़म सही
दिल ये कहे
रोटी जहाँ, है स्वर्ग अपना वहीं
और तो …

fuṭpāthoṅ ke ham rahne vāle
rātoṅ ne pālā ham vo ujāle - 2
ākāśh sar pe pairoṅ tale
hai dūr tak ye zamīṅ
aur to apnā koī nahīṅ - 2
fuṭpāthoṅ …

1) koī nahīṅ nā sahī
ham k‌yūṅ āṇsū bahāeṅ
duniyā jale nā jale
ham tum mastī meṅ gāeṅ
ġham se nikal bhūl ke chal
k‌yā hogā kal
apnā vahī, is pal meṅ jo hai yahīṅ
aur to …

2) māṇ nahīṅ bāp nahīṅ
jaise jiyeṅ pāp nahīṅ
nā koī ghar nā koī ḍar
hai pās k‌yā jiskā ho ḍar
na manzil hai na sāhil hai
ham haiṅ dil hai
ye dil hameṅ, le jāe chāhe kahīṅ
aur to …

3) hoṅ bachapan meṅ khele ġham se
nirdhan gharoṅ ke beṭe
phūloṅ kī sej nahīṅ
kāṅṭoṅ pe ham haiṅ leṭe
bhūkhe rahe haiṅ ġham sahī
dil ye kahe
roṭī jahāṇ, hai svarg apnā vahīṅ
aur to …