फ़लक़ मिलेगा तुझे क्या ... ये मुहब्बत ना मिटेगी
र: ( फ़लक़ मिलेगा तुझे क्या हमें मिटाने से
ये मुहब्बत ना मिटेगी कभी ज़माने से ) -2
ल: उठा के रंज ये दिल चूर हो गया इतना -2
के ठेस लगती है हाय
के ठेस लगती है कलियों के मुस्कुराने से
ये मुहब्बत ना मिटेगी कभी ज़माने से
र: ( जियें तो किसके लिये तुम ही जब नहीं अपने
तुम ही जब नहीं अपने ) -2
के जी रहे थे हाय
के जी रहे थे अभी तक इसी बहाने से
ये मुहब्बत ना मिटेगी कभी ज़माने से
ल: जहाँ ने कह दिया बादल हैं आसमानों के
धुआँ उठा है ये हाय
धुआँ उठा है ये मेरे ही आशियाने से
ये मुहब्बत ना मिटेगी कभी ज़माने से
र: फ़लक़ मिलेगा तुझे क्या
ra: ( falaq milegā tujhe kyā hameṅ miṭāne se
ye muhabbat nā miṭegī kabhī zamāne se ) -2
la: uṭhā ke raṅj ye dil chūr ho gayā itnā -2
ke ṭhes lagtī hai hāy
ke ṭhes lagtī hai kaliyoṅ ke muskurāne se
ye muhabbat nā miṭegī kabhī zamāne se
ra: ( jiyeṅ to kiske liye tum hī jab nahīṅ apne
tum hī jab nahīṅ apne ) -2
ke jī rahe the hāy
ke jī rahe the abhī tak isī bahāne se
ye muhabbat nā miṭegī kabhī zamāne se
la: jahāṇ ne kah diyā bādal haiṅ āsmānoṅ ke
dhuāṇ uṭhā hai ye hāy
dhuāṇ uṭhā hai ye mere hī āśhiyāne se
ye muhabbat nā miṭegī kabhī zamāne se
ra: falaq milegā tujhe kyā