एलो एलो जी ये खोने लगा ... कुछ भी नहीं मेरे बस में
दाउ दाउ दाउ दो
एलो एलो जी ये खोने लगा
मेरे दिल में भी होने लगा
कुछ भी नहीं मेरे बस में सच बोलूं यार
हो गया है प्यार प्यार
एलो एलो जी ये खोने …
डांग डांग
दिल्लगी में देखो धीरे धीरे
चोरी चोरी हौले हौले दिल गया
बोले मेरा जिया जिया जिया
देखो देखो मुझे पिया मिल गया
और क्या चाहिये ज़िंदगी के लिए
रब तेरा शुक्रिया इस खुशी के लिए
डांग डांग
एलो एलो जी ये खोने …
तूने दिल पे मेरे जाने कैसा जादू किया
मैं दीवाना हो गया
तेरी नज़रों ने देखा कैसा देखा ऐसा
दिल ये मेरा खो गया
छेड़ के दास्तां बेखबर हो गए
हम अभी थे यहां हम कहां खो गए
डांग डांग
एलो एलो जी ये खोने …
dāu dāu dāu do
elo elo jī ye khone lagā
mere dil meṅ bhī hone lagā
kuchh bhī nahīṅ mere bas meṅ sach bolūṅ yār
ho gayā hai pyār pyār
elo elo jī ye khone …
ḍāṅg ḍāṅg
dillgī meṅ dekho dhīre dhīre
chorī chorī haule haule dil gayā
bole merā jiyā jiyā jiyā
dekho dekho mujhe piyā mil gayā
aur kyā chāhiye ziṅdgī ke lie
rab terā śhukriyā is khuśhī ke lie
ḍāṅg ḍāṅg
elo elo jī ye khone …
tūne dil pe mere jāne kaisā jādū kiyā
maiṅ dīvānā ho gayā
terī nazroṅ ne dekhā kaisā dekhā aisā
dil ye merā kho gayā
chheṛ ke dāstāṅ bekhabar ho gae
ham abhī the yahāṅ ham kahāṅ kho gae
ḍāṅg ḍāṅg
elo elo jī ye khone …