Ek too jo milaa, saaree duniyaa milee

एक तू जो मिला, सारी दुनिया मिली
Year
Language

एक तू जो मिला, सारी दुनिया मिली
खिला जो मेरा दिल सारी बगिया खिली

तू सूरज मैं सूरजमुखी हूँ पिया
ना देखूं तुझे तो खिले ना जिया
तेरे रंग में रंगी, मेरे दिल की कली
खिला जो मेरा दिल ...

अनोखा है बंधन ये कंगन सजन
बिना डोर के बंध गया मेरा मन
तू जिधर ले चला, मैं उधर ही चली
खिला जो मेरा दिल ...

कभी जो ना बिछड़े वो साथी हूँ मैं
तू मेरा दिया तेरी बाती हूँ मैं
बुझाया बुझी जलाया जली
खिला जो मेरा दिल ...

ek tū jo milā, sārī duniyā milī
khilā jo merā dil sārī bagiyā khilī

tū sūraj maiṅ sūrajmukhī hūṇ piyā
nā dekhūṅ tujhe to khile nā jiyā
tere raṅg meṅ raṅgī, mere dil kī kalī
khilā jo merā dil ...

anokhā hai baṅdhan ye kaṅgan sajan
binā ḍor ke baṅdh gayā merā man
tū jidhar le chalā, maiṅ udhar hī chalī
khilā jo merā dil ...

kabhī jo nā bichhaṛe vo sāthī hūṇ maiṅ
tū merā diyā terī bātī hūṇ maiṅ
bujhāyā bujhī jalāyā jalī
khilā jo merā dil ...