एक था दिल पास मेरे कर दिया वो नाम तेरे
एक था दिल पास मेरे कर दिया वो नाम तेरे
एक जान थी पास मेरे हो गई वो नाम तेरे
मांगूं तो वापस ना देना जाऊं तो तू रोक लेना
तेरे लिए ही तो मेरी जां तेरी कसम
चैन खो गया है नींद हो गई है कम
बचा बचा के रखा था दे दिया है तुझे आज ये दिल
एक जान थी पास मेरे …
आ इस दिल के सारे अरमां दे दूं तुझे
ये दिल है क्या तू मांगे जां तो दे दूं तुझे
ये दिल की कहानी कैसे करें हम शुरू
मैं थाम लूं बाहें तेरी आजा ज़रा पास तू
छुपा छुपा के रखा था दे दिया आज तुझे ये दिल
एक था दिल पास मेरे …
ये पहली मोहब्बत पहला मेरा प्यार है
तोड़े से भी टूटे ना जो ये वो कसम यार है
ये वादा मैं तोड़ूं ऐसा नहीं मैं बेवफ़ा
क्या बात है इस बात पे हो गई मैं तो फ़िदा
बचा बचा के रखा था आज तुझको दे दिया ये दिल
एक था दिल पास मेरे …
ek thā dil pās mere kar diyā vo nām tere
ek jān thī pās mere ho gaī vo nām tere
māṅgūṅ to vāpas nā denā jāūṅ to tū rok lenā
tere lie hī to merī jāṅ terī kasam
chain kho gayā hai nīṅd ho gaī hai kam
bachā bachā ke rakhā thā de diyā hai tujhe āj ye dil
ek jān thī pās mere …
ā is dil ke sāre armāṅ de dūṅ tujhe
ye dil hai kyā tū māṅge jāṅ to de dūṅ tujhe
ye dil kī kahānī kaise kareṅ ham śhurū
maiṅ thām lūṅ bāheṅ terī ājā zarā pās tū
chhupā chhupā ke rakhā thā de diyā āj tujhe ye dil
ek thā dil pās mere …
ye pahlī mohabbat pahlā merā pyār hai
toṛe se bhī ṭūṭe nā jo ye vo kasam yār hai
ye vādā maiṅ toṛūṅ aisā nahīṅ maiṅ bevafā
kyā bāt hai is bāt pe ho gaī maiṅ to fidā
bachā bachā ke rakhā thā āj tujhko de diyā ye dil
ek thā dil pās mere …